Aankhen Shayari

Aankhen Shayari - A large collection of Aankhen Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Aankhen Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Aankhen Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Aankhen Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Aankhen Shayari

Showing Aankhen Shayari 101 - 110 of 243, Page 11 of 25 pages.

Muhabat K Sapnay Dikhatay Bohat Hai
Wo Raaton Main Hum Ko Jagatay Bohat Hai
Mai Ankhon Mai Kajal Lagaon To Kesy
In Ankho Ko Log Rulatay Bohat Hai!

 3 People liked it
0 Ratings

Sochtay Hi Rahay Pochain Gay Teri Aankhon Say
Kis Say Seekha Hai Huner Dil Main Utar Janay Ka

 0 People liked it
0 Ratings

Jab tak hum tum par zurm dhate rahe?
Tum ne kabhi shikva na kiya aur muskuraate rahe?.
Jab hume apni galatiyon ka ehsaas hua?.
Aur hum ne socha ki ab hum badal jayenge?.
Tum ne hume ek mauka na diya sudhar ne ka?
Isse pehle hum kuch kehte?
Wohh chale gaye is duniya se muskuraate hue?.
Ab bas tumhari yaadein aur

 0 People liked it
0 Ratings

Sabak raftaar lamhon
Sabak raftaar lamhon ki hadain tarteeb deti hoon,
Seher k saans ginati hoon
shabain tarteeb deti hoon
Main aab-e-zarr say likhti hoon
tumhara naam shairon main,
Sunhery lafz bunti hoon tumhain tarteeb deti hoon,
Tujhy sochoon to pehloon say sirak jata hai dil mera,
Main dil pay haath rakh k dharkanain tarteeb deti hoon,
Khizaan nay khushak patton main sadaain baant

 1 People liked it
0 Ratings

Mehakti Hai Teri Aankhen
Madhosh Karti Hai Kyo Mujhe
Sagar Se Teri Aankhen
Uns Jagati Hai Mujhme
Takti Mujhe Teri Aankhen
Ishq Ka Jaam Pilaye Mujhe
Teri Aankhen Yeh Teri Aakhen
Deewana Banati Hai Mujhe

 2 People liked it
0 Ratings

Toot gai neend khuwab wohi hai,
Dur rehtay hain par ihteram wohi hai,
Jantay hain mil nahi saktay magar, In aankhon main intezar wohi hai,

 0 People liked it
0 Ratings

Tasvir teri dil mera bahala na sakegi
ye teri tarah mujh se to sharma na sakegi
main baat karunga to ye khamosh rahegi
sine se laga lunga to ye kuch na kahegi
aaram wo kya degi jo tadapa na sakegi
ye aankhen hain tahari huin chanchal wo nigahen
ye hath hain sahame huye aur mast wo bahen
parachai to insan ke kam aa na sakegi
in honton ko “faiyyaz” main kuch de na sakunga
is zulf ko main hath mein bhi le na sakunga
ulajhi hui raton ko ye sulajha na sakegi

 0 People liked it
0 Ratings

Ankhain Tarsain Teri Soorat,
Dill Hai Soona Teray Bina,
Aangan Bhi Soona,
Kaisay Bhujay Pyas
Is Soonay Mann Ki,
Tu Hi Batla Gauri,
Kaisay Bhujay Pyas Is Mann Ki?
Mann Hai Pyasa..
Jewan Hai Pyasa
..
Kaisay Bhujay Pyas Is Mann Ki?
Sawan Ab K Baras Bhi Aya Tha..
Boondain Ab K Baras Bhi Barsi Thein..
Par Pyas Bhujhi Na Is Mann Ki…..
Jewan Laagay Tujh Bhin Adhoora
..
Tu Hi Batla Gauri..
Kaisay Bhujhay Pyas Is Mann Ki?

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Aankhen Shayari 101 - 110 of 243, Page 11 of 25 pages.