Aankhen Shayari

Aankhen Shayari - A large collection of Aankhen Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Aankhen Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Aankhen Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Aankhen Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Aankhen Shayari

Showing Aankhen Shayari 171 - 180 of 243, Page 18 of 25 pages.

Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain
Bas Yaadain Bohat Stati Hain
Un Ki Duuri Ka Gham Nahi Mujhe
Bas Zara Aankhain Bheeg Jati Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Tum Ne Chaha Hi Nahi Haalat Badal Saktay Thay
Terey Aansoo Meri Aankhoon Se Nikal Saktay Thay
Tum To Theray Rahay Jheel K Pani Ki Terhan
Derya Bantay To Bohat Door Nikal Saktay Thay

 0 People liked it
0 Ratings

Kuch Khood B They Afsurda Se,
Kuch Tum B Hum Se Rooth Gaye
Kuch Khood Hi Zakhm K Aadi The,
Kuch Sheeshey Haath Se Choot Gaye
Kuch Khood B They Hassas Boht,
Kuch Apne Muqaddar Rooth Gaye

Kuch Tum Ko Such Se Nafrat Thi,
Kuch Hum Se Na Bole Jhoot Gaye
Kuch Logo Ne Uksaya Tumhein,
Kuch Apne Muqaddar Phoot Gaye
Kuch Khood Itne Mohtat Na They,
Kuch Log B Hum Ko Loot Gaye
Kuch Talkh Haqaa’iq They Itne,
K Khuwab Hi Sarey Toot Gaye

 0 People liked it
0 Ratings

Aankhen meri talavon se mal jaye to achcha
hai hasrat-e-pa-bos nikal jaye to achcha
jo chashm ke be-nam hon, wo ho kor to bahatar
jo dil ke ho be-dag, wo jal jaye to achcha
furqat mein teri tar-e-nafas sine mein mere
kanta sa khatakata hai, nikal jaye to achcha
wo subah ko aaye to karun baten main do-pahar
aur chahun ke din thoda sa dhal jaye to achcha
dhal jaye jo din bhi to isi tarah karun sham
aur chahun ke gar aj se kal jaye to achcha
jab kal ho to phir wohi karun kal ke tarah se
gar aj ka din bhi yun hi tal jaye to achcha
al-qissa nahi chahata main, jaye wo yan se
dil usaka yahin garache bahal jaye to achcha

 0 People liked it
0 Ratings

Shaam Hote Hee Kyon, Diye Jal Jaate Hain
Kyon Aankhein Nam Hoti Hai, Kyon Ashk Dhal Jaate Hain

 0 People liked it
0 Ratings

AaNkh Jab BaNd Kiyaa Karate HaiN
Saamane Aap Huaa Karate HaiN
Aap Jaisaa Hii Mujhe Lagataa Hai
Khvaab MeN Jis Se Milaa Karate HaiN

 0 People liked it
0 Ratings

Wo Inkar Karte Hai Ikraar Ke Liye
Nafrat Karte Hai Pyar Ke Liye
Ulte Chalte Hai Yeh Pyar Karne Wale
Aankhe Bandh Karte Hai Wo Deedar Ke Liye

 0 People liked it
0 Ratings

Unki Aankhon Mai Bhi Halki Si Nami Rehti Hai
Baatain Karte Hain Jo Oron Ko Hansane Ke Liye

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Aankhen Shayari 171 - 180 of 243, Page 18 of 25 pages.