Jamaane Se Niraala Hai Lyrics

Pehli Jhalak (1954)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jamaane Se Niraala Hai from movie Pehli Jhalak (1954)

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehli Jhalak (1954)
    • Director(s) : Chitalkar Ramchandra
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    aa aa aa...
    jamaane se niraala hai meri ulfat ka afsaana
    meri ulfat ka afsaana
    bulaati hai shama lekin nahi aata hai parwaana
    nahi aata hai parwaana

    yeh kaisa pyaar hai, kaisi muhabbat, kaisi chaahat hai - (2)
    suraahein paas aati hai - (2)
    khincha jaata hai paimaana - (2)
    jamaane se niraala hai (meri ulfat ka afsaana -2)

    aa aa aa aa....
    kisi din woh bhi dekhenge asar dard-e-muhabbat ka - (2)
    rahenge kab talak woh apane deewaane se begaana - (2)
    ??? se begaana
    jamaane se niraala hai (meri ulfat ka afsaana -2)

    jara dekho jara samajho ishaarein dil ki dhadkan ke - (2)
    yeh armaano bhara dil hai - (2)
    tumhaara hi toh deewaana - (2)
    jamaane se niraala hai (meri ulfat ka afsaana -2)

    Related Lyrics