Sapano Ki Duniya Hai Lyrics

Hero Hiralal (1988)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sapano Ki Duniya Hai from movie Hero Hiralal (1988)

  

Lyrics

    • Movie Name : Hero Hiralal (1988)
    • Director(s) : Babla
    • Singer(s) : Kanchan
    • Lyricist(s) : Hriday Lani

    sapano ki duniya hai yeh sapano ki duniya hai
    hasana yahaan hai rona yahaan hai, milana yahaan hai khona yahaan hai
    kaisi hai yeh jindagi
    sapano ki duniya hai yeh sapano ki duniya hai

    yuun toh hawa hai yeh ghum ki dawa hai yeh
    dil ki duwa hai yeh duniya
    jaani pehchaani hai phir bhi begaani hai
    kaisi deewaani yeh duniya
    sapano ki duniya hai yeh sapano ki duniya hai

    chamakati bijali hai rangin titali hai, dil ki kali hai duniya
    na hi koyi kal hai yahin ek pal hai, pyaara sa chhal hai yeh duniya
    sapano ki duniya hai yeh sapano ki duniya hai

    sapane sajaati hai jaadu jagaati hai, sabako lubhaati yeh duniya
    har ghum bhulaati hai, rasta dikhaati hai, jina sikhaati yeh duniya
    sapano ki duniya hai yeh sapano ki duniya hai - (2)

    Related Lyrics