Mere Pyase Mann Kee Bahar Lyrics

Honeymoon (1973)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mere Pyase Mann Kee Bahar from movie Honeymoon (1973)

  

Lyrics

    • Movie Name : Honeymoon (1973)
    • Director(s) : Usha Khanna
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    mere pyase mann kee bahar, kab se tha tumhara intjar
    tum aaye toh aaya karar, o mere pyar sama pyara pyara hai
    ha sanam, ha sanam, ha sanam sama se bhee pyara hai
    kya sanam, kya sanam, kya sanam
    tumhara phul sa chehra yeh dilnashee
    chodo ham jo bhee hai, tum bhee toh kam nahee
    mere pyase man kee bahar, kab se tha tumhara intjar
    tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

    yeh dil gungunata hai
    kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere git gata hai
    ha sanam, ha sanam, ha sanam
    toh chhodo yeh ada, gale toh milne do
    jaldee hai aisee kya, yeh din toh dhalne do
    mere pyase man kee bahar, kab se tha tumhara intjar
    tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

    yuun hee dur rehna hai
    naa sanam, naa sanam, naa sanam, kahu jo bhee kehna hai
    ha sanam, ha sanam, ha sanam
    teree bahon me hain mere dono jahan
    kahne ko ham hain do, lekin hain ek jan
    mere pyase man kee bahar, kab se tha tumhara intjar
    tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

    Related Lyrics