Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai Lyrics

Bahut Din Huye- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Too Kaha Gayi Amma, Bachapan Mera Rota Hai from movie Bahut Din Huye

  

Lyrics

    • Movie Name : Bahut Din Huye
    • Director(s) : B. S. Kalla
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai - (2)

    mere lal kaha hai too -2, kyun bichhad gaya mujhse
    meree god tadapati hai -2, man mera rota hai
    bhagwan bhi sota hai

    amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai

    bhagwan ne dooniya ke dukh dard hame bante
    naino me bhare aansu aur panvo me kante
    meree ujadi huyi bagiya, meree dard bhari dooniya
    hamne naa kabhi dekha sukh kaisa hota hai
    amma, amma, too kaha gayi amma, bachapan mera rota hai
    amma, amma

    part 2

    amma, amma, mai kisko kahun amma, mujhe kaun kahe bitiya - (2)

    mai bharane lagi gagri -2, mere nayna bhar aaye
    mai ruthu toh kisase -3, hai kaun jo mujhe manaye
    roti hai teree muniya
    amma, amma, mai kisko kahun amma, mujhe kaun kahe bitiya

    naa mare kisi ki maa, bachapan ke jamane me - (2)
    kyun janam diya janani -2, jo chhod ke jana tha
    itna toh batana tha, kyun ro de ?? meree dooniya
    amma, amma..........

    Related Lyrics