Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aap Ki Kasam

Suno Kaho Kaha Suna Kuchh Huva Kya Lyrics

Aap Ki Kasam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Suno Kaho Kaha Suna Kuchh Huva Kya from movie Aap Ki Kasam

  

Lyrics

    • Movie Name : Aap Ki Kasam
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (suno, kaho, kaha, suna, kuchh huva kya
    abhi to nahi hmmm kuchh bhi nahi) - 2

    are chali hawa, jhuki ghata, kuchh huva kya
    hmmm abhi to nahi kuchh bhi nahi

    teri kasam yeh dilkash nazare karte hain ishare jo samajhe koi
    mere sanam yeh khamosh aankhe bhi karti hain batein jo samjhe koi
    samjha nahi tum samjha do
    are suno, kaho, kaha, suna, kuchh huva kya
    abhi to nahi kuchh bhi nahi

    bas jo chale to subah se lekar rahu sham tak main tere sang mein
    gar ho sake to main apne dil par tera nam likh doon har ek rang mein
    baton mein na uljhaao
    suno, kaho, kaha, suna, kuchh huva kya
    ooo abhi to nahi hmmm kuchh bhi nahi

    achchha kabhi phir bat chhedenge marzi nahi hai tumhari abhi
    kuchh ho gaya to badi hogi mushkil ke chhoti umar hai hamari abhi
    main kya karoon batla do
    suno, han kaho, kaha, han suna, kuchh huva kya
    abhi to nahi kuchh bhi nahi
    are chali hawa, jhuki ghata, kuchh huva kya
    zara sa kuchh huwa to hai - 4

    Related Lyrics