Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kisna

Too Itanee Pagalee Kyon Hai Lyrics

Kisna- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Too Itanee Pagalee Kyon Hai from movie Kisna

  

Lyrics

  • Kisna
  • Movie Name : Kisna
  • Director(s) : Ismail Darbar
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Udit Narayan
  • Lyricist(s) : 

ek bat bata o o o.........
ek bat bata

jab too mujhko milatee hai, har bar nayee lagatee hai
kabhee behad sharmatee hai, kabhee bikul itratee hai
har bar yeh dil kehta hai, too badli badli kyu hai
ek bat bata de mujhko, too itanee pagalee kyon hai

jab too mujhko milta hai, dil kapta hai hilta hai
kabhee rokta too rasta hai, kabhee dur se hee takta hai
kabhee mujhse too kehta hai, yeh aanchal dhalka kyon hai
ek bat bata de mujhko, too itna pagla kyon hai

dekhe too kyon mud mudke, bikhre lat kyon udd udake - (2)
naino se naino ka nata -2, tut tha hai kyon jud judake

yeh nain bade chanhcal hai, uthate jhukate har pal hai
jo dekhenge bas naina, khoyega apna chaina
kabhee yeh bhee dekh meraa mann, yu pyar se chalka kyon hai
ek bat bata de mujhko, too itna pagla kyon hai

chak dana, chak dana, (dane upar dana -2)
more angan aana -2, chak dana, chak dana

tan mai kyon yeh san san hai, payal mai kyon chan chan hai - (2)
mann ke sare tararo mai kyon -2, halki halki jhan jhan hai

jab jage abhilashaye, toh mann ke tar hilaye
tab hath kee chudee khanke, tab pair kee payal chanke
too kyon yeh samajh na payee, aayee angdayee kyu hai
ek bat bata de mujhko, too itna pagla kyon hai

dane upar dana, chak dana, chak dana

Related Lyrics