Bewafa Shayari

Bewafa Shayari - A large collection of Bewafa Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Bewafa Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Bewafa Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Bewafa Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Bewafa Shayari

Showing Bewafa Shayari 331 - 340 of 532, Page 34 of 54 pages.

Aankhon Aankhon Main Raha Dil,Maine Utar Kar Nahi Dekha..
Kasti Ke Musafir Ne Samundar Nahi Dekha..
Jis Din Se Chala Hoon,Meri Manzil Par Nazar Hai.
Aankho Ne Kabhi Meet Ki Manzil Ko Nahi Dekha..
Pathar Mujhe Kehta Hai Mera Chahnewala,
Main Mom Hoon Usne Mujhe Chhoo Kar Nahi Dekha..
Yaaro Ki Mohabbat Ka Yaqeen Kar Liya Maine.
Phulo Mein Chhupa Huwa Khanjar Nahi Dekha..
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Bazaar Ki Galiya,
Jo Chhod Diya Usne Mud Kar Nahi Dekha…!!!

 0 People liked it
0 Ratings

Phool Khilte Nahi
Khusboo Unhe Khilati Hai
Ladke Bigadte Nahi
Ladkiya Bigadti Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Har Dhadkan Mein Ek Raaz Hota Hai,
Baat Ko Batane Ka Ek Andaaz Hota Hai,
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafaai Ki,
Har Kisi Ko Apne Pyar Pe Naaz Hota Hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue
Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue
Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo
Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue.
`
Tum Agar Yaad Rakho Gey to Inayat Hogi,
Warna ham ko Kahan Tum se Shikayat Hogi,
Ye to Bewafa logon ki Dunya hai,
Tum agar Bhool b Jao to Riwayat Hogi.
`
Us k Chehry Per is Qadar Noor Tha
K Us ki Yaad Mein Rona bhi Manzoor Tha
Bewafa B Nahi keh Sakty us ko Faraz
Pyar to ham ne Kia Hai Woh to Bekasoor Tha.
`
Sitam Ko Humne Berukhi Samjha,
Pyaar Ko Humne Bandagi Samjha,
Tum Chaahe Hume Jo Bhi Samjho,
Humne To Tumhe Apni Zindagi Samjha.
`
Mat Zikar Kijye Meri Adaa K Baaray Mai,
Main Buhat Kuch Janta Hoon Wafa K Baaray Mai,
Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka Shoq Rakhte Hain,
Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baaray Mai.
`
Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni to Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har koi Apny Maqsad ka Talabgar Mila.
`
Tere Chokhat Say Sar Uthaon Tu Bewafa Kehna
Tere Siwa Kisi Or Ko Chahon Tu Bewafa Kehna
Meri Wafaon Pe Shak Hai To Khanjar Utha Lena
Shoq Say Mar Na Jaon Tu Bewafa Kehna!!
`
Bewafa To Woh Khud Thi,
Par Ilzaam Kisi Aur ko Deti Hai.
Pehle Naam Tha Mera Uske Hothon Par,
Ab Woh Naam Kisi Aur ka Leti Hai.
Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chorne Ka,
Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai.
`
Kash Pyar Ka Insurance Hojata,
Pyar Karne Se Pehle Premium Bharwaya Jata.
Pyar Me Wafa Mili To Theek Warna
Bewafaon Pe Jo Kharcha Hota Uska Claim To Mil Jata.
`
Humare Muskurane ki Wajah Tum Ho,
Hamare Zindagi ka Matlab Tum Ho,
Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena
K Hamari Maut ki Waja Bhi Tum Ho.
`
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar k Naam Se
Bewafai Mili Sirf Wafa k Naam Se
Zakhm He Zakham Diye us ne Dawa k Naam Se
Asman Bhi Ro Para Meri Muhabat k Anjam Se.
`
Sab Kuch Hai Mere Pas Per Dil ki Dawa Nahi
Door wo Mujhse hai Per Main Khafa Nahi.
Maloom hai Ab bhi Pyar Karta hai Mujhe.
Wo Thora Ziddi Hai Magar Bewafa Nahi.
`
Rehte Hain Hum Door to Kya Hua,
Hum Juda to Nahi,
Baat Nahi ker Sakte to Kya Hua,
Hum Khafa to Nahi,
Na Nilna Hamari Majboori Hai,
Per Hum Bewafa to Nahi.

 0 People liked it
0 Ratings

Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay
Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay
Dil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-Ishq
Isko Hergiz Na Bermala Kehiay
Aa Gai Aap Ko Maseehayee
Mernay Walon Ko Marhaba Kehiay
Hosh Jatay Rahay Raqeeboon K
Daagh Ko Aur Bewafa Kehiay

 0 People liked it
0 Ratings


Kal khud hi apni mehfil se nikaala tha hamein
Aaj wo hum sa dewaana dhoondhte hain
Musafir be-khabar hain teri aankhon se
Jo Tere shaher me maikhaane dhoondte hain
Tujhe kya pata aye sitam dhaane wale
Hum to khud rone k bahaane dhoondte hain
Unki aankhon ko youn na dekho tum
Naye teer hain nishaane dhoondte hain.

 0 People liked it
0 Ratings

Bewafai kisi aur ne ki, aur saza kisi aur ko mili,
Mohabaat ka afsana na bansaka, ruswayee milgayee,
Afsoos hume is baat ka hai humara fasana na ban saka,
Khoon ke ansoon rulane wale kam se kam tujhe kisi aur ki mohabbat to mili,
Hum to yun akele rahe gaye, andhere mein ujalaye ki umeed bhi tut gayee …

 0 People liked it
0 Ratings

Tum Bhi Jano Mein Bhi Janu
Lahere Aati Hai Jati Hai
Phir Kyu Likha Naam Mera Kinare Par
Tum Bhi Jano Mein Bhi Janu

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Bewafa Shayari 331 - 340 of 532, Page 34 of 54 pages.