Bewafa Shayari

Bewafa Shayari - A large collection of Bewafa Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Bewafa Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Bewafa Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Bewafa Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Bewafa Shayari

Showing Bewafa Shayari 361 - 370 of 532, Page 37 of 54 pages.

Teri Bewafai Ko Bhula Na Sake Gein
Chahein Bhi To Kabhi Muskura Na Sake Gein
Tujhko To Mil Gaya Yaar Apna
Apna Hum Kisi Ko Bana Na Sake Gein

 0 People liked it
0 Ratings

Bewafa Shayari in Hindi
Mana K Majburi Thi, Fasla Bahut Tha Bhut Doori Thi,
Kbhi Sochta Hun Bewafa Hain Wo,Kbhi Sochta Hun Mari Lakeeren He Adhoori Thi…

 0 People liked it
0 Ratings


Woh Poochta hi raha har falsafe ke mayne
Zindagiii bahut samajhdar hai,
Sab kuch loot liye us katil nigah ne,
Aastin uski abhi bhi be daag hai..

 0 People liked it
0 Ratings


Main kisi aur ka hoon itna bata kar roya
Wo mujhe mehndi lagay hath dikha kar roya
Mujhe anjaam-e- mohabbat nahi mäloom hargiz
Ye kaha aur mujhe seenay se laga kar roya
Jo mujhe zabt ki talqeen kiya karta tha
Wo zamänay ko mera haal suna kar roya
Aansu ban kar nikal na jaun kahin, is Dar se
Apne ashkoon ko wo aankhoon mein chhupa kar roya
Wasl ka aakhri lamha jo muyassar tha hameen
Usi lamhay mein wo sadiyoon ko sama kar roya..

 0 People liked it
0 Ratings

Dil K Qareeb Aa K Jab Wo Door Ho Gaye,
Sary Haseen Khawb Mery Choor Ho Gaye.
Humne Wafa Nibhai To Badnamiyan Mili,
Jo Log Bewafa Thy Wo Mashhor Ho Gaye.

 0 People liked it
0 Ratings

Aaj Phir Aaina Poochta Hai,
Ke Teri Aankhon Mein Nami Kyon Hai
Jiski Chahat Mein Khud Ko Bhula Diya,
Uski Chahat Mein Kami Kyon Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Dil cheer ke dekh tera hi naam hoga
teri wafa teri sada tera payaam hoga
aaj bhari mehafil mein koi badnaam hoga
teri jafaa tera sitam tujhape ilzaam hoga

 0 People liked it
0 Ratings


Dard-e-Dill Ki Kahaani bhi woh Khub Likhta hai
Kahin Par Bewafa to Kahin mujhe Mehboob Likhta hai
Kuchh to Rasm-e-Wafa Nibha Raha hai Woh
Har ek Saf-e-Kahaani me Woh Mujhe Majmoo’n Likhta hai
Lafzo ki Justazu Mere sang beete Lamho se leta hai
Siyaahi Mere Ashq ko Banakar woh Har Lamha Likhta hai
Kashish Kyoun Naa ho Uski Daastaa’n-e-Dard Me yaaro
jab bhi Zikr Khud Kaa aata hai woh Khud ko Wafa likhta hai
Tahreerei’n Jhoot ki Sajaayi hai aaj Usne Apne Chehre Par
Khud Ko Dard Ki Mishaa’l aur kahin Majboor Likhta hai...

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Bewafa Shayari 361 - 370 of 532, Page 37 of 54 pages.