Bhool Shayari

Bhool Shayari - A large collection of Bhool Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Bhool Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Bhool Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Bhool Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Bhool Shayari

Showing Bhool Shayari 31 - 40 of 109, Page 4 of 11 pages.

Koi Gila Na Koi Shikwa Rahe Aapse
Ye Aarzo Hai Ek Silsila Rahe Aapse
Bus Ek Choti Si Iltija Karte Hein Hum
Bhoolna Nahi Chahe Kabhi Juda Rahe Aapse

 0 People liked it
0 Ratings

Har Roz Koi Khuwaab Toot Jaata Hai
Har Roz Koi Apna Rooth Jaata Hai
Na Jany Meri Qismat Main Kya Hai
Jisay Mein Yaad Karon Wohi Mujhe Bhool Jata Hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Ruthna Mat Hume Manana Nahi Aata
Diye Mat Jalana Bujhana Nahi Aata
Tum Bhul Jao, To Tumhari Marzi
Hamein To Yoon Bhulana Bhi Nahi Aata

 0 People liked it
1 Ratings

Jog bijog ke baten jhuthi sab jee ka bahalana ho
phir bhi hum se jate jate ek gazal sun jana ho
sari duniya aql ke bairi kon yahan par sayana ho
nahaq naam dharen sab hum ko divana divana ho
tum ne to ik rit bana li sun lena sharmana ho
sab ka ek na ek thikana apna kon thikana ho
nagari nagari lakhon dvare har dvare par lakh sukhi
lekin jab hum bhool chuke hain daman ka phailana ho
tere ye kya jee mein aayi khainch liye sharma kar hont
hum ko zeher pilane vali amrit bhi pilavana ho
hum bhi jhuthe tum bhi jhuthe ek isi ka sacha naam
jis se dipak jalana sikha paravana mar jana ho
sidhe man ko aan daboche mithi baten sundar log
‘meer', ‘nazeer', ‘kabir' aur ‘insha' sab ka ek gharana ho

 0 People liked it
0 Ratings

Na Illm Tha Mohabbat Kya Cheez Hai
Na Bekarari Na Rusvayi Ka Pata Tha
Tum Kya Aaye Mere Zindagi Mein
Hum Apna Naam Tak Bhool Chuke

 0 People liked it
0 Ratings

Hans ke bola karo bulaya karo
aap ka ghar hai aaya jaya karo
muskurahat hai husn ka zevar
rup badhata hai muskuraya karo
had se bad kar hasin lagate ho
jhuthi qasmen zarur khaya karo
hukm karana bhi ek sakhavat hai
hum ko khidamat koi bataya karo
baat karana bhi badashahat hai
baat karana na bhool jaya karo
ta ke duniya ke dilkashi na ghate
nit naye pairahan mein aaya karo
kitne sada mizaj ho tum ‘adam'
us gali mein bahut na jaya karo

 0 People liked it
0 Ratings

Un Se Duur Janay Ka Irada Na Tha
Sada Sath Rehnay Ka Bhi Wada Na Tha
Wo Yaad Na Karaingay Yeh Jantay Thay Hum
Par Itni Jaldi Bhool Jayengay, Andaza Na Tha

 1 People liked it
1 Ratings

Dil Se Tumhe Bhulane Ki Koshish Karenge Hum
Tum Se Bhi Ho Sake To Na Aana Khayalon Me

 0 People liked it
1 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Bhool Shayari 31 - 40 of 109, Page 4 of 11 pages.