Chand Sitare Shayari

Chand Sitare Shayari - A large collection of Chand Sitare Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Chand Sitare Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Chand Sitare Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Chand Sitare Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Chand Sitare Shayari

Showing Chand Sitare Shayari 71 - 80 of 115, Page 8 of 12 pages.

Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar Roye
Teri Yaad Ko Dil Se Laga Kar Roye
Raat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya Sari
Chand Ko Teri Tasveer Banaker Roye

 0 People liked it
0 Ratings

Kaho Woh Chand Kaisa Tha
Jidhar Sub Kuch Lootaa Aaye
Jidhar Sub Kuch Gawa Aaye
Kaha Sae'lab K Jaisa Buhat Chaha K Bach Niklein
Magar Sub Kuch Baha Aaye
Kaho Woh Hijr Kaisa Tha
Kabhi Choo Kr Usey Dekha
To Tum Ne Kya Bhala Paya
Kaha Bus Ik Aag K Jaisa, Usey Choo Kr To
Apni Rooh Ye Tun Man Jala Aaye
Kaho Woh Wisl Kaisa Tha
Tumhein Jab Cho Liya Us Ne
To Kya Ehsas Jaga Tha
Kaha Ik Raastey Jaisa , Jidhar Se Bus Guzarna Tha
Makaa'n Lekin Bana Aaye
Kaho Woh Chand Kaisa Tha
Falak Se Jo Utar Aaya
Tumhari Aankhon Mein Busne
Kaha Woh Khwab Jaisa Tha ,Nahin Thi Tabeer Koi Uski
Usey Ik Shab Sula Aaye
Kaho Wo Ishq Kaisa Tha
Bina Soche Bina Samjhay
Bina Parkhey Kiya Tumne
Kaha Titli Ke Rung Jaisa ,Buhat Kachaa Anokha Sa
Jabhi Us Ko Bulla Aaye
Kaho Wo Naam Kaisa Tha
Jisey Saehrao'n Per Likha Tumne
Kaha Bus Mausamoo'n Ki Tarah, Najane Kis Ghari Kis Pal
Kisi Ro'o Mein Mita Aaye

 0 People liked it
1 Ratings

Sherminda Jis Se Chand Hai Suraj Hai Gehun Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main
Julwo Se Jis Ke Roshni Taroo Ko Mile Hai
Shadabi Jis Ke Dum Se Baharo Ko Mile Hia
Rehta Hon Magun Mian Tu Sada Iski Lagan Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian
Mian Jab Bhi Iski Bahon Per Sar Rakh Ke Sogaya Hai
Duniya Ke Ruj O Ghum Se Bhot Dor Hogaya
Mehsos Howa Chain Mujhe Ghum Ki Chubun Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Main
Mehbob E Zindagi Hia Wo Tasveer Pyar Ki
Paye Hai Mere Khawabo Ne Tabeer Pyar Ki
Chahat Ke Sare Rung Mile Meri Dulhan Mian
Aisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman Mian

 0 People liked it
0 Ratings

Suno Ay Chand Say Sathin
Abhi Tum Keh Rahay Thay Nan
Tumhain Mujh Say Mohabbat Ho Nahin Saktin
Chalo Maana K Yeh Sach Hain
Magar Ay Chand Say Sathi Mujhay Itna Batao Tumn
K Jab Mausam Badaltay Hain
Gulon Main Rang Bhartay Hainn
To Phir Kiun Muztarib Ho Kern
Akelay Pan Say Ghabra Krn
Hawa Ko Raz Detay Hon
Mujhay Aawaz Detay Hon
Suno Ay Chand Say Sathi
Tumharay Samnay Koe Mera Jab Naam Leta Hain
To Phir Kiun Chonk Jatay Hon
Chalo Maana Tumhain Mujh Say Mohabbat Ho Nahin Saktin
Magar Itna Samajh Lo Tum
Jahan Chahat Nahin Hotin
Wahan Nafrat K Honay Ka Koe Imkaan Nahin Hotan
Mera Daawa Hain
Chahat Main Jahan Nafrat Nahin Hotin
Wahan Aksar Yeh Dekha Hai
Agar Kuch Waqt Kat Jaye
Samay Ki Dhool Chat Jaye
To Wehshat Bhaag Jati Hai
Mohabbat Jaag Jati Hai !!!!

 1 People liked it
0 Ratings

Ye Kya Howa Ke Bhar Asmaan Ke Angun Se
Bichar Gaya Jo Sitaraa Hamare Naam Ka Tha

 0 People liked it
0 Ratings

Ghulab Hath Mai Ho , Ankh Mai Sitara Ho
Koi Wajood Mohabbat Ka Istia'ara Ho
Ofaq To Kya Dard-e-Kehkishyan Bhi Cho Aayein
Musafiro Ko Agar Chand Ka Ishara Ho

 0 People liked it
0 Ratings

Afraad Ke Hathoo Mein Hai Aqwaam Ki Taqdeer
Har Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitara

 0 People liked it
0 Ratings

Mukhara Os Ka Chand Seraat Hai Chandani
Meray Ghar Mein Aa Gie Hai Chanda Ki Chandani
Kismat Ke Andehray Khabi Dor Neigh Hotay
Suraj Ki Roshani Ho Ya Chanda Ki Chandani
Payar Ki Khatier To Kuch Kerna Peray Ga
Kismat Ka Saath Ho Ya Chanda Ki Chandani
Os Ki Khushi Ab Marie Khushi Ke Sang Ho Gie
Chanda Ke Saath Ho Jab Chanda Ki Chandani
Chudahvien Ka Chand, Sumendar Ka Shoar Tha
Lahroun Pe Hama Rakhas Chanda Ki Chandani
Otra Jo Chand Mehfil Mein Ronaq Se Ho Gie
Dewana Bana Deatie Hai Chanda Ki Chandani
Dareachay Se Deakh Rahie Thi Ke Jab Wahan
Aangan Mein Pehlie Thi Chanda Ki Chandani
Phir Chup Gay Thay Taray Chanda Ki Oat Mein
Jab Chand Ne Pehlaie Thi Chanda Ki Chandani
Mehsus Ho Raha Hai Tu Meray Ass Pass Hai
Pehlie Hai Shaied Is Gharie Chanda Ki Chandani
Dewana Hai Chokar Saada Chand Ke Lea
Chand Ka Khumar Hai Ya Chanda Ki Chandani

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Chand Sitare Shayari 71 - 80 of 115, Page 8 of 12 pages.