Dard Shayari

Dard Shayari - A large collection of Dard Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dard Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dard Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dard Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dard Shayari

Showing Dard Shayari 181 - 190 of 708, Page 19 of 71 pages.

Is zindagi ko jeene ki aarzoo,
Bin tere hai adhuri,
Tera sath jo mil jaye,
Meri zindagi ho jaye puri…

 0 People liked it
0 Ratings

Hum Se Milne Aaya Hai
Aakhir Dukh Humsaaya Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Haara hun main mohabbat ki har baji har imtihaan ko;
Kyun nahi milti kamyabi is sansar me dil ki juban ko;
Mujhe shikayat nahi hai gairon se kabhi ;
Jab apno ne hi diya hai mera naam har iljaam ko.

 0 People liked it
0 Ratings

Koi Teer Dil Mein Laga Ho Jaise”
Koi Khanjar Seene Mein Uttar Gaya Ho Jaise”
Nakaam Muhabbat Ne Halat Kar Di Aisi”
Imtiyaz Ka Saara Aalam Lutt Gaya Ho Jaise”

 0 People liked it
0 Ratings


Mohobbat ne hum per yeh ilzaam lagaya hai,
Wafa kar k bhi bewafa ka naam paya hai.
Rahain alag nahi thin hamari phir bhi,
Hum ne alag alag manzil ko paya hai...

 0 People liked it
0 Ratings


Zakham Itne Gahre the Ki Ezhaar Kya Karthe
Hum Khudh He Nishana Ban Gaye Kisi Pe Waar Kya karthe,
Marne Ke Baad Bhi Khuli Rahi Aankhe,
Aab Tum he Batao Iss Se Zayada Intezar kya Karthe..

 0 People liked it
0 Ratings


Kuch hi din beete the abhi
aur mujhe laga, mile tujhse zamana ho gaya.
aankh si thi lagi meri abhi
aur mujhe laga, milan phir hamara ho gaya.
Udi khushboo si thi hawa main abhi
aur mujhe laga, yahan phir se tera aana ho gaya.
kaisi wo aahat si thi abhi
aur mujhe laga, roshan phir mera ashiyana ho gaya.
Baitha tha yuhin chanv main abhi
aur mujhe laga, teri zulfon ka phir saya ho gaya.
Guman us ehsas ka aisa hai abhi
aur mujhe laga, badan se lipat kar tera saya chala gaya.
Bohot akela sa ho chala hoon abhi
aur mujhe laga, raftaar ye zamana ho gaya.
Khada hoon wahi jahan se shuru kiya tha humne kabhi
aur mujhe laga, bus. ab ye mera thikana ho gaya.
Tanhayi si ghir aayi hai abhi
aur mujhe laga, viraan ye phir se zamana ho gaya.
Saans atakne si thi chali abhi
aur mujhe laga, waqt ab hamara ho gaya.
Kuch hi din beete the abhi
aur mujhe laga, mile tujhse zamana ho gaya.

 0 People liked it
0 Ratings


Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dard Shayari 181 - 190 of 708, Page 19 of 71 pages.