Dard Shayari

Dard Shayari - A large collection of Dard Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dard Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dard Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dard Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dard Shayari

Showing Dard Shayari 401 - 410 of 708, Page 41 of 71 pages.

Dil Ki Dehleez Pe Yaadon Ke Diye Rakhe Hain
Aaj Tak Humne Ye Darwaje Khule Rakhe Hain

Is Kahani Ke Vo Kirdar Kahan Se Layun
Vahi Dariya Hai Vahin Kache Ghade Rakhe Hain

Hum Pe Jo Gujri Bataya Na Batayenge Kabhi
Kitne Khat Ab Bhi Tere Likhe Hue Rakhe Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Tutae huyae paimanoo main jaam nahi aata
Dil ke marij ko aaram nahi aata
Aye dil todne wali jara ye too pucha hota
Toota huya dil bhi kisi ke kaam nahi aata

 0 People liked it
0 Ratings

Aaj phir uski yaad ne rula diya humko
tanha hu eshas kara diya mujko
do aksar likhne ka silkha nhi tha mere paas
aur uske gum ne shayar bana diya mujko.

 0 People liked it
0 Ratings

Hothon Pe Hasi Dekh Li,Dil Ke Andar Nahi Dekha,
Yaaro Ne Mere Gam Ka Samundar Nahi Dekha,
Kitni Haseen Hai Duniya Ye Dekha,
Hai Apne Mar Mar Ke Jeenewalo Ka Manzar Nahi Dekha,
Sheeshe Ka Makaan Tumne Bana To Liya Ae Dost,
Lekin Waqt Ke Haath Ka Pathar Nahi Dekha,
Rishto Ke Tootne Ka Dard Aap Kya Samjhe,
Vo Lamha Kabhi Aapne Jee Kar Nahi Dekha,
Bhatke Roshni Ki Talaash Mein Na Jaane,
Kaha Kaha Afsos Ki Apni Rooh Ke Andar Nahi Dekha…!!!

 0 People liked it
0 Ratings

Tum Nay Morjhay Hoay Phool Kabhi Daykhay Hain ?
Dil Ki Qabron Pay Paray ……
Hejar Ki Lash Ki Ankhon Pay Dharay
Tum Nay Uktay Hoay Khwab Kabhi Daykhay Hain ?
Dard Ki Palkon Say Laptay Hoay
Ghabray Hoay
Tum Nay Baychain Duayan Kabhi Daykhi Hain ?
Mohobbat Kay Kenaron Pay Bhatkti Pherti
Tumnay Kabhi Dykha Hay Mujhay ?
Kia Kabhi Daykha Hay Mujhay ?

 0 People liked it
0 Ratings


Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…
Main sift ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka tha…
Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi, phir meri ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha, ab aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,
Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse, ke sab kuch ussi ka tha per ….
“kya kudha bhi ussi ka tha”
dharamrajput@live.com-93565-99999

 0 People liked it
0 Ratings

Shab-E-Hizr Ka Jhagda Kya Batain Saheb
Bas Kaam Aa Gayee Apki Duaien Saheb
Diwaar Zindgi Ki Uski Yadon Pe Tiki Hai
Bhool Ke Din Raat Ki Eentein Kyu Girayen Sahib
Mai.N Hosh Mai Hi Nahi Hun Mujhse Na Poocho
Dil Hoga Yahi Kahin Dayein-Bayein Saheb
Dikhne Laga Ab Mujhe Pariyon Ka Huzoom
Aap Aage Se Mere Botal Na Hatayein Saheb
Jo Zahar Zindgi Mout Tak Asaan Kare
Sagar Nahi To Chullu Main Hi Pilayen Saheb
Na Murge,Na Suraj Na Aarti Apni Sahar
Utha De Jab Kowey Karne Lage Kayen Kayen Saheb
Hindu Mulla Ki Dunia Se Nikala Ja Chuka
Aap ‘Janumanu’ Pe Ye Tohmat Na Lagayen Saheb

 0 People liked it
0 Ratings

Dard Ka Rista Kaise Banaye Yaroo
Apna Dard Kisi Aur Ko Q Dekhaye Yaroo
Kuch Keh Ke Bhi Nahi Bataya Kabhi
Aus Baat Ko Kaise Kahein Bataoo Yaroo
Zakham Apna Payara Hai Mujhe Logo
Q Marham Hum Lagayein Bataoo Yaroo
Jis Ka Muntazir Thha Woh Na Aaya Kabhi
Aus Ka Deed Kaise Kare Batoo Yaroo
Jin Ke Intizar Mein Pathra Gayi Ankhein Meri
Kaise Ashkh In Ankhoo Mein Aaye Batoo Yaroo

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dard Shayari 401 - 410 of 708, Page 41 of 71 pages.