Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 121 - 130 of 449, Page 13 of 45 pages.

Taray Baghair Na Guzray Ghee Zindaghee Aay Dost
Main Kya Karoon Gha Zamanay Ki Dostee Laiker

 0 People liked it
0 Ratings


Khuda ne dost ko dost se milaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaya,
Par dosti rahegi usi ki kayam,
Jisne dosti ko dil se nibhaya..

 0 People liked it
1 Ratings


Dosti ke mayne hamse kya puchte ho,
Hum abhi in baton se anjaan hain,
Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame,
Kyonki aapki dosti hi hamari jaan hai

 1 People liked it
0 Ratings

Aali jee ab aap chalo tum apne bojh uthaye
sath bhi de to aakhir hamare koi kahan tak jaye
jis suraj ke aas lagi hai shayad wo bhi aaye
tum ye kaho khud tum ne ab tak kitane diye jalaye
apana kam hai sirf mohabbat baqi us ka kam
jab chahe wo ruthe hum se jab chahe man jaye
kya kya rog lage hain dil ko kya kya un ke bhed
hum sab ko samajhane wale kon hamen samajhaye
ek isi ummid pe hain sab dushman dost qabul
kya jane is sada-ravi mein kon kahan mil jaye
duniya wale sab sache par jina hai us ko bhi
ek garib akela papi kis kis se sharmaye
itna bhi majabur na karana varna hum kah denge
o “ali” pe hansane wale tu “ali” ban jaye

 0 People liked it
1 Ratings

Din Beet Jatey Hain Suhani Yadain Ban Kar
Batein Reh Jati Hain Kahani Ban Kar
Per Dost To Hamesha Dil K Qarib Rahenge
Kabhi Muskan To Kabhi Ankhon Main Pani Ban Ker

 1 People liked it
0 Ratings

Sheher E Dil Mein Har Kisi Ko Basaya Nahi Karte
Khwabo Mein Bina Ijazat Jaya Nahi Karte
Abhi Tau Mausam E Bahar Ke Mazey Liye Jaa
Patjhar Mein Shajhar Kabi Sayaa Nahi Karte
Mera Dil Todne Wale Ise Saath Leta Jaa
Toote Hue Dil Kisi Ke Kaam Aaya Nahi Karte
Dosti Mein Apna Bada Anokha Asool Hai Dosto
Ek Bar Azmaaye Ko Dobaara Azmaya Nahi Karte
Musafir Jab Nayi Manzil Ki Simat Jaate Hain Asghar
Phir Wo Itne Jald Kabhi Laut Aaya Nahi Kart.

 0 People liked it
0 Ratings

Yuh Toh Haar Baar Hum Ghusthakhiya Karteh Hai Saheli..
Aur Tum Ho Ki Saheli,Sudhaarti Ho Humeeh
Tumharri Baatooh Meh Aisa Matlab Hota Hai
Ki Saheli Aksar Sahi Raah Mil He Jate Hai Hameeh
Hum Na Mileeh Saheli Narazgi Dekhati Ho Hameeh
Aur Hamareh Ek Jhalah Seh Ghum Bhulati Hai Sahel
Yuh Toh Hoteeh Nahi Saheli Har Safar Meh Tum
Par Har Baar Dil Meh Apna Ashiyaan Banate Ho Saheli..

 0 People liked it
0 Ratings

Khushyon Per Fizaon Ka Pehra Hai
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Hai
Aapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Ye Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 121 - 130 of 449, Page 13 of 45 pages.