Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 221 - 230 of 449, Page 23 of 45 pages.


Teri muskurahat meri pehchan hai,
Teri khushi meri jaan hai,
Kuch bhi nahi meri zindagi bas itna samajh le,
Ki teri dosti hi meri shaan hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Aik Alag Pehchan Banane Ki Adat Hey Hame
Zakham Ho Jitna Gehra Muskurane Ki Adat He Hame
Sab Kuch Luta Dete Hain Dosti Me
Kiun K Dosti Nibhane Ki Adat He Hame

 1 People liked it
0 Ratings

Phoolon Ki Mahek Ko Churaya Nahi Jata,
Suraj Ki Kirno Ko Chhupaya Nahi Jata,
Kitni Bhi Duri Ho Dosti Me,
Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata.

 1 People liked it
0 Ratings


Aapka Aasiya Dil Mein Basa Rakha Hain,
Aap Kee Yaado Ko Sine See Laga Rakha Hain,
Pata Nahi Aaphi Kee Kyu Aati Hain,
Dost To Maine Auro Ko Bhii Bana Rakha Hain.

 0 People liked it
0 Ratings

Gum ke sagar me khabhi doob na jana,
Manjil na payo toh toot na jana,
Zindgi me agar dost ki kami mehsush ho
Toh hum jinda ye bhool na jaana.

 0 People liked it
0 Ratings


To all my very gud friends
Har Koyi Pyar Ke Liye Tarapta Hai…
Har Koyi Pyar Ke Liye Rota Hai….
Mere Pyar Ko Galat Mat Samajh Na….
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai.

 1 People liked it
0 Ratings

Yahi To Khoobsurat Dosti Ka Naata Hai
Jo Bina Kisi Shart Ke Kiya Jaata Hai
Rahe Duriyan Darmiyan To Parwaah Nahi
Dost To Harpal Dil Me Basaya Jaata Hai

 1 People liked it
0 Ratings

In Doorieo Ko Bewafai Mat Samjhna
In Khamoshiuo Ko Narazgi Mat Samjh Na
Har Hal Main Sath Deyngay Tumhara
Hamrai Dosti Ko Kamzorr Mat Samjhna

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 221 - 230 of 449, Page 23 of 45 pages.