Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 291 - 300 of 449, Page 30 of 45 pages.

Mere ham-nafas, mere ham-nava, mujhe dost banake daga na de
main hun dard-e-ishq se janvalab, mujhe zindagi ke dua na de
mere dag-e-dil se hai raushani, usi roshni se hai zindagi
mujhe dar hai aye mere charagar, ye charag tu hi bujha na de
mujhe chod de mere hal par, tera kya bharosa hai charagar
ye teri nawazish-e-mukhtasar, mera dard aur bada na de
mera azm itna baland hai ke paraye sholon ka dar nahi
mujhe khauf aatish-e-gul se hai, ye kaheen chaman ko jala na de
wo uthe hain leke hom-o-subu, arey o ‘shakeel' kahan hai tu
tera jam lene ko bazm mein koi aur hath bada na de

 0 People liked it
0 Ratings

Itni Dosti Naa Karo Ki Bigar Jaye Hum
Thoda Danta Bhi Karo Ki Sudhar Jaye Hum
Hamara Khata Per Hojana Tum Khafa
Magar Itna Bhi Nahi K Bikhar Jaye Hum

 1 People liked it
0 Ratings

Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
Happy Teddy Bear Day!!!

 0 People liked it
0 Ratings

Dosti Me Dost Ko Kabhi Bhi Tanha Nahi Karte
Ek Baar Jise Dost Banaya Use Paraya Nahi Samajhte
Dosti Me Ruswaayiyaan Tanhaayiyaan Nahi Khushiyan Hai Hoti
To Kya Hua Mere Dost Jo Roz Hum Tumse Mila Nahi Karte

 0 People liked it
0 Ratings


Zindagi Ko Ek Rangin Kalapna Samjho
Subah Ko Sach Raat Ko Sapnaa Samjho
Bhulna Chahte Ho Sabhi Ghumo Ko To
Zindagi Me Dosto Ko Apna Samjho..
`
Aasmaan Humse Naraaz Hain
Taaron Ka Gussa Behisaab Hain
Woh Sub Humse Jalte Hain Kyun Kee
Chaand Se Behtar Dost Hamare Paas Hain.
`
Ye Dua Hai Hamari Bite Sukh Se Jindagi Tumhari
Dost Muje Pyari Hain Teri Yari
Jiske Liye War Sakta Hun Duniya Sari.
`
Tum Hamesha Khush Raho, Aisi Wish Hain Hamari
Or Aage Badhate Raho, Aisi Dua Hai Hamari
Tum Jaha Bhi Ho Jaisi Bhi Ho
Ek Din Hame Dhundh Pao, Aisi Khwaish Hai.
`
Rishto Ki Kitab Ka Cover Hai Aapki Dosti
Aapki Dosti Se Bani Hai Humari Hasti
Khun Ke Rishto Ki Baat Aap Karte Hai
Humare Liye To Zindagi Hai Aapki Dosti.

 0 People liked it
0 Ratings

Kash kuch aisa karishma hota,
Kisi ko banwane ke liye khuda ko order dena hota,
Tujh jaisa hi ek dost banwata mai khuda se khud ke liye,
Bhale hi uski kimat me dena apna jaan hota.

 0 People liked it
0 Ratings

Suna Hai Asar Hota Hai Batoon Main
Aap Bhi Bhool Jao Gay Do Char Mulaqato Main
Lekin Humse Bicharkar Kahan Jaogay
Apki Dosti Ki Lakeer Hai Mere Hathon Main

 0 People liked it
0 Ratings

Kaash
Hamari Dosti Acchi Thi,
Kaash Isey Rishtey Ka Naam Na Diya Hota,
Sahare Ke Liye Mile Daman Ko Dekh,
Kaash Tumahara Haath Tham Na Liya Hota,
Ankho Se Behte Apne Dard To Chipane Keliye,
Kaash Tumahari Bahome Sama Na Gaye Hote,
Tumahare Chune Bhar Se Hi.. Hai..
Kaash Hum Sharma Na Gaye Hote,
Sagar Ke Lehro Ko Dekh Tumahare Saath Sapne Sanjoye Na Hote,
Tumahare Haatho Ki Chuan Se
Kaash Yeh Hoth Thartharaye Na Hote,
Anjaam Jaante Hue Bhi
Kaash Hum Us Rah Ke Rahi Kehlaiye Na Hote,
Yahi Soch Soch Kar Kudh Ko Koste Hai Aaj,
Ki Kaash Yeh Sab Na Hua Hota,
Tab To Sirf Tanhai Ki Boondh Thi, Par.
Ab Yeh Tanhai Ka Samandar Na Hota.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 291 - 300 of 449, Page 30 of 45 pages.