Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 341 - 350 of 449, Page 35 of 45 pages.

Kinaro Par Sagar Ke Khazane Nahi Aate
Phir Jivan Me Dost Purane Nahi Aate
Jee Lo In Palon Ko Has Ke Janaab
Fir Laut Ke Dosti Ke Zamane Nahi Aate

 0 People liked it
0 Ratings

Vishwas Ki Ek Dor Hai Dosti,
Betaab Dil Ki Majboori Hai Dosti,
Na Maano To Kuchh Nahi Hai Dosti,
Maano To Khuda Ki Bhi Kamjori Hai Dosti.

 0 People liked it
0 Ratings

Khuda Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota
Aik Dost Ko Mujh Se Milaya Na Hota
Zindagi Ho Jati Hamari Bejan
Agar Ap Jaise Dost Ko Paya Na Hota

 1 People liked it
0 Ratings

Khushiyon Par Fizaon Ka Pehra Hai,
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thera Hai,
Aapki Ankhon Se Jhalakte Dard Ki Kasam,
Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra Hai…!

 0 People liked it
0 Ratings

Kucchh Meethe Pal Yaad Aate Hai
Palkhon Par Aansoon Chod Jaate Hai
Koi Aur Mile Toh Hume Na Bhulaa Na
Dosti Ke Rishtey Zindagi Bhar Kaam Aate Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Manzil-e-janan ko jab ye dil ravan tha dosto
tum ko main kaise bataun kya saman tha dosto
har guman pahane hue tha ek malbus-e-yaqin
har yaqin jan dada-e-husn-e-guman tha dosto
dil ki har dhadakan makan-o-lamakan par thi muhit
har nafas raz-e-doalam ka nishan tha dosto
kya khabar kis justaju mein is qadar aawara tha
dil ke jo ganjina-e-sarr-e-nihan tha dosto
dhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujud
main talash-e-dost mein yun benishan tha dosto
markad-e-iqbal par hazir thi jab dil ki tadap
zindagi ka ek parda darmiyan tha dosto
qarb ne paida kiya tha khud hi duri ka saman
fasala warna hail kahan tha dosto
bekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr ko
mere sina se gada-e-fursiyan tha dosto
ru-ba-ru-e-jalva-e-markad vujud-e-kam ayar
zar-e-naqis sharmasar-e-imtehan tha dosto
partav-e-dil mein nihan thi tah-bateh ye khamoshi
ishq ka wo bhi ik izhar-e-bayan tha dosto
jalvagah-e-dost ka aalam kahun main tum se kya
jalva hi jalva vahan tha main kahan tha dosto
sajdagah-e-khurshiyan tha yan na jane kya tha wo
jo meri nazron ke aage aastan tha dosto
dil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang mein
lamha lamha dastan dar dastan tha dosto
jis ke sher-o-nagmagi par vusat-e-alam thi tang
har subah ko wo dopahre bekaran tha dosto
so raha tha khak ke niche jahan-e-zindagi
raz-e-hasti meri nazron par ayan tha dosto
kash tum bhi meri palkon ka nazara dekhte
ye nazara kahkashan dar kahkashan tha dosto

 0 People liked it
0 Ratings

Aasman Pr Kalay Kalay Badal Or Dil Tumhara Ghabraya Sa
Ho Jao Khush Bejha Hy DOSTI Ka Tohfa Pyara Sa
Karlo Qabool Dil Se Warna Pachtao Ge
Phr Na Mile Ga Apko DOST Pagal Humara Sa

 0 People liked it
0 Ratings

Doosti teri ham ko piari he
Sari dunia se ye nirali he
Tu agar mangle ye jan mujh se
Hanske de den ge ye tumhari he
Tu mera dost kitna pyara he
Tere bin ab nhi gujara he
Pas ho dur chahe hota he
Tera har pal mujhe shara he
Zindagi jabbhi gam me dubi he
Isko tune dia shara he
Teri baton se aesa lag ta he
Tera khushio se kuch kinara he
Gam me duba he tera har pal qnu
Jab tujhe mila mera shara he
Tujh se ham ne kia ye wada he
Aakhri sans tak nibhayenge
Bas khuda se duwa ye mangi he
Teri khusho ko sirf manga he
Tujh ko mil jai teri shusha sab
Rab se har pal yhi manga he.
Aap ko kisi bhi tar han ki shayri chahiye btana
me usi tar han ki likh ne ki koshish karun gi.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 341 - 350 of 449, Page 35 of 45 pages.