Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 31 - 40 of 449, Page 4 of 45 pages.

Dosti Is Something That No1 Can Hate,
Dosti Is A Passion We Can Never Rate;
Dosti Can Happen Anytime Early Or Late,
Dosti Is Only Medicine, Without Expiry Date

 0 People liked it
0 Ratings


Hum ne jab kabhi khushi mehsoos ki,
Har kadam pe aapki kami mehsoos ki,
Door reh kar bhi aapki DOSTI me kami na aai,
Yeh baat hum ne dil se mehsoos ki.

 1 People liked it
1 Ratings

Meri Dosti Ki Tm Kya Azmaish Kr Sko Gy
Jaan Sy Zyada Kia Farmaish Kr Sko Gy
Meri Dosti Hy Samandar K Pani Ki Tarhan
Kya Kbi Us Pani Ki PEMAISH Kr Sko Gy

 2 People liked it
0 Ratings

Dost Aisa Ho K Dharkan Mein Bus Jaye
Saans Bhi Lo To Khushbu Us Ki Aaye
Us K Piyaar Ka Nasha Aankhon Pe Aisa Chaye
K Baat Koi Bhi Ho Naam Uska Aaye

 3 People liked it
0 Ratings

Hamare Har Raaz Ka Jo Humraaz Hai
Jo Saaya Bankar Har Pal Hamare Saath Hai
Hamari Har Khushiyo Ka Jo Haqdar Hai
Tu Hi Sacha Dost Aur Lajawab Yar Hai

 1 People liked it
0 Ratings

Shahar mein dhund raha hun ke sahara de de
koi hatim jo mere hath mein kasa de de
ped sab nange faqiron ke tarah sahame hain
kis se umeed ye ke jaye ki saya de de
waqt ke sangzani noch gai sare naqush
ab wo aaina kahan jo mera chehara de de
dushmanon ke bhi koi baat to sach ho jaye
aa mere dost kisi din mujhe dhoka de de
main bahut jald hi ghar laut ke aa jaunga
meri tanhai yahan kuch dinon pehara de de
dub jana hi muqadar hai to behatar varana
tune patavar jo chini hai to tinka de de
jis ne qataron ka bhi mohataj kiya mujh ko
wo agar josh mein aa jaye to dariya de de
tum ko “rahat” ke tabiyat ka nahi andaza
wo bikhari hai magar mango to duniya de de

 1 People liked it
0 Ratings

Dosti Ki Tadap Ko Dikhaya Nahi Jaata,
Dil Me Lagi Aag Ko Bujhaya Nahi Jaata,
Kitni Bhi Duri Ho Dosti Me,
Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jaata.

 1 People liked it
0 Ratings

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na Kijiye
Tark-e-Ta’alluqaat Ka Charcha Na Kijiye
Jurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart Hai
Palkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na Kijiye
Aisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot Jaaye
Har Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na Kijiye
Hamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain Aap
Us Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 31 - 40 of 449, Page 4 of 45 pages.