Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 401 - 410 of 449, Page 41 of 45 pages.


Nadiyon ki dosti sagar se hai
Badal ki dosti ambar se hai
Chand ki dosti sitaron se hai
Fulon ki dosti khushbu se hai
Parvat ki dosti jharno se hai
Bagon ki dosti kaliyon se hai
Umangon ki dosti dil se hai
Humari dosti sirf aap se haia

 0 People liked it
0 Ratings

Hum App Ki Yaad Main Udas Hain
Bas App Say Milnay Ki Ass Hay
Chahay Dost Kitnay Hi Kion Na Hoon
Maray Liye Tu App Hi Sab Se Khas Hain

 3 People liked it
0 Ratings

Dosti Khamoshi Ko Samajhne Ka Naam Hai Tamashe Ka Nahi
Dosti Ikhlaakiyat Ki Pehchaan Hai,Isme Toot.Ta Bharosa Nahi
Jisne Jaanke Bhi Dard Dia Hum Uske Lie Bhi Dua Mangte Hain
Dosti Samajhne Ka Naam Hai Koi Samjhane Ka Nahi

 0 People liked it
0 Ratings

Kehte Hain Har Baat Sab Ko Batai Nahi Jati
Apno Ko Bhi Sunai Nahi Jati
Par Dost Tum Mere Dil Ka Aaina Ho
Aur Aaine Se Koi Baat Chhupai Nahi Jati

 0 People liked it
0 Ratings

Teri baten hi sunane aaye
dost bhi dil hi dukhane aaye
phul khilate hain to hum sochate hain
tere aane ke zamane aaye
aisi kuch chup si lagi hai jaise
hum tujhe hal sunane aaye
ishq tanha hai sar-e-manzil-e-gam
kon ye bojh uthane aaye
ajanabi dost hamen dekh ke hum
kuch tujhe yaad dilane aaye
dil dhadakata hai safar ke hangam
kash phir koi bulane aaye
ab to rone se bhi dil dukhata hai
shayad ab hosh thikane aaye
kya kaheen phir koi basti ujadi
log q jashn manane aaye
so raho maut ke pehlu mein ‘faraz'
neend kis waqt na jane aaye

 0 People liked it
0 Ratings

Aamad-e-khat se hua hai sard jo bazar-e-dost
dud-e-shama-e-kushta tha shayad khat-e-rukhsar-e-dost
ae dil na'aqabat andesh zabt-e-shauq kar
kon la sakata hai tab-e-jalva-e-didar-e-dost
khana viransazi-e-hairat tamasha kijiye
surat-e-naqsh-e-qadam hun rafta-e-raftar-e-dost
ishq mein bedad-e-rashq-e-gair ne mara mujhe
kushta-e-dushman hun aakhir garche tha bimar-e-dost

 0 People liked it
1 Ratings


“Dil ki galiyon main gam na ho
Bas ye dosti hamari kam na ho
Ye hai dua hamari ki tum khush raho
Kya pata hum kal ho na ho”.

 0 People liked it
0 Ratings

Mere Dost Tu Dosti Ka Ek Aisa Muqaam Hai
Teri Zindagi Me Dosti Sabse Bada Jahaan Hai
Tune Hamesha Doston Ko Sachhi Dosti Ki Duaen Di Hain
Tujhse Hi Doston Ki Zindagi Me Thama Ghamon Ka Tufaan Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 401 - 410 of 449, Page 41 of 45 pages.