Festivals Shayari

Festivals Shayari - A large collection of Festivals Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Festivals Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Festivals Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Festivals Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Festivals Shayari

Showing Festivals Shayari 211 - 220 of 386, Page 22 of 39 pages.

Har Larki Tere Liye Bekarar Hai,
Har Larki Ko Tera Intezar Hai,
Ye Tera Koi Kamaal Nahi,
Kuch Din Baad “Raksha Bandhan” Ka Tehwar Hai!

 0 People liked it
0 Ratings

Wishing U 1 Month Of Ramzan,
4 Weeks Of Barkat,
30 Days Of Forgiveness,
720 Hours Of Guidance,
43200 Minutes Of Purification,
2592000 Seconds Of Noor.

 0 People liked it
0 Ratings

Ay Allah!
Mujhe Ramzan K Liye Salamat Rakh Or Ramzan Ko Mere Liye Rehmat Bana Or Maqbol Bana Salamat Rakh (Ameen)

 0 People liked it
0 Ratings

The Best Time Is Yet To Come
To Be A Child Once Again
To Wait For Buds To Bloom
To Paint Soil With Petals
Age Warns I’m Truly Unfit
To Look For An Infant Delight
To Read The Dreams Of Tender Flowers
To Mumble Them Mine, To Mock.
To Say Sorry To Mourning Mothers
While Catching Their Colorful Kids
To Sense The Kiss Of Dew Drops
On Touching The Grass In Slumber
Let Me Redo The Whole Thing To Ensure
The Child Within Me Is Still Breathing
Full Of Hope And Glee For An Elegant Moment
To Adorn The World Around Me In Colors
Happy Onam To All

 0 People liked it
0 Ratings

Dost Ki Shadi Mein Hum Jaa Rahe The Us Din Tum Lag Rahi Thi
Maano Chand Utar Aaya Ho Jami Per Meri Abha Tumhi Se Thi
Chehare Per Tere Hashi Khili Thi Teri Vo Mohak Muskaan
Kerti Thi Mujhako Hairaan Aaj Bhi Mujhe Yaad Hai
Jab Tu Apane Shahar Gayi Le Ke Meri Shudh-Budh Gayi
Bana Diya Tha Mujhe Akant Ho Gaya Tha Main Shant

Duniya Bhula Baitha Tha Main Sab Kuchh Luta Baitha Tha Main
Maa Mujhase Kahati Kya Ho Gaya Hai Tujhe?
Na Khata Hai,Na Pita Hai Na Padhta Hai,Naa Hi Kuchh Kerta Hai
Tu Bimaar To Nahi? Tujhe Bukhaar To Nahi?
Maa Ka Hairaan Hona Mera Shant Hona
Beman Se Tera Jana Jaate Huye Haath Hilana
Aaj Bhi Mujhe Yaad Hai Jab Pahali Baar Tera Khat Aaya Tha
Dil Ko Kitana Bhaya Tha Pataa Nahi
Kitani Baar Maine Use Padha Tha Ek Patra Likhane Ke Liye
Kitane Patra Likh Likh Ke Faade The Us Raat
Vo Raat,Vo Bechaini Aaj Bhi Mujhe Yaad Hai
Aakhiri Baar Jab Hum Mile The Diary De Ke Tujhe
Jab Vida Ho Rahe The Tu Kitana Royiee Thi
Aankho Ko Mere Bhi Ashko Se Bhigoyi Thi Hum Gale Mile Huye The
Tu Mujhe Nahi Chhod Rahi Thi Vah Kshan
Jo Mere Jeevan Mein Tu Jod Rahi Thi
Aaj Bhi Mujhe Yaad Hai
Aaj Bhi Mujhe Yaad Hai.

 0 People liked it
0 Ratings

Yeh Saal Terey Wastey Khushiyon Ka Nagar Ho
Kia Khooob Ho Har Roz Teree Eid Agar Ho
Har Raat Masarrat Ki Naye Geet Sunaaye
Lamhaat Ke Peron Pe Bhi Shabnam Ka Asar Ho

 0 People liked it
0 Ratings

Teri Doli Uthi,
Meri Mayyat Uthi,
Phool Tujh Par Bhi Barse,
Phool Mujh Par Bhi Barse,
FARQ SIRF ITNA SA THA,
Tu Saj Gayi,
Mujhe Sajaya Gaya ,
Tu Bhi Ghar Ko Chali,
Main Bi Ghar Ko Chala,
FARQ SIRF ITNA SA THA,
Tu Uth Ke Gayi,
Mujhe Uthaya Gaya ,
Mehfil Wahan Bhi Thi,
Log Yahan Bhi The,
FARQ SIRF ITNA SA THA,
Unka Hasna Wahan,
Inka Rona Yahan,
Qazi Udhar Bhi Tha, Molvi Idhar Bhi Tha,
Do Bol Tere Pade, Do Bol Mere Pade,
Tera Nikah Pada, Mera Janaaza Pada,
FARQ SIRF ITNA SA THA,
Tujhe Apnaya Gaya ,
Mujhe Dafnaya Gaya

 0 People liked it
0 Ratings

Na Koee Ranj Kaa Lamhaa Kisike Paas Aye
Khudaa Kare Ke Nayaa Saal Sab Ko Raas Aaye
Khushiain,Gham,Khuwa Hishain,Taabiran
Aany Waly Saal K Liye Aur Kuch Nahi

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Festivals Shayari 211 - 220 of 386, Page 22 of 39 pages.