Festivals Shayari

Festivals Shayari - A large collection of Festivals Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Festivals Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Festivals Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Festivals Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Festivals Shayari

Showing Festivals Shayari 271 - 280 of 386, Page 28 of 39 pages.

Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka
Eid hi toa Naam hai Ek Dusre ki Deed ka
Apna to kisi tarah katt jayega ye Din
Tum jis se milo aaj uss koEid Mubarak

 0 People liked it
0 Ratings

Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe
Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main
Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri.

 0 People liked it
0 Ratings

Pal Pal Intezaar Karte Ha Holi K Din Ke Liye
Woh Din Ayega Bhi To Bus Pal Do Pal Ke Liye
Guzarish Hamari Hai Uss Ghadi Se..
Woh Pal Jald Se Laye Din Bhar Ke Liye

 0 People liked it
0 Ratings

Kyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool(Saw) Ki
Jannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool(Saw) Ki

Chalta Hoon Mein Be Qafelay Walo Ruko Zara
Milnay Do Bus Mujhay Be Ijazat Rasool(Saw) Ki

Phochay Jo Din-O-Iman Nakerain Qabr Mein
Us Waqt Meray Lab Pay Ho Midhat Rasool(Saw) Ki

Tarpa Kay Un Kay Qadmo Mein Mujh Ko Gira Day Shok
Jis Waqt Ho Lahad Mein Ziyarat Rasool(Saw) Ki

 0 People liked it
0 Ratings

Unless We Make Christmas
An Occasion To Share Our Blessings,
All The Snow In Alaska
Won’t Make It ‘White’.
Its A Very Very Happy Christmas

 0 People liked it
0 Ratings

It Leaves A Smile On My Face
When I Think Of Those Trifling Fights
We Had And Suddenly Used To Make Up
The Memories May Fade Away With Passing Time
But The Love We Share Will Only Grow.
Happy Raksha Bandhan, Dear Sister

 0 People liked it
0 Ratings

This Msg Is For The Most Wonderful
Sisters Of This World —-Badi And Chhoti.
Thank U Didi For Always Being There On My
Side And For Helping Me In Those Infinite
Ways Which I Cannot Even Remember…

 0 People liked it
0 Ratings

Ye Sard Shamain Ye Zard Pattay
Ye Mere Qadmon Main Larkharahat
Guzarti Saa'at K In Palon Main
Main Jis Ki Chahat Ko Khojta Hoon
Wo Ja Chuka Hay Meheeno Pehlay
Tapish Thi Jis Ki Lahoo Main Mere
Wo Is December Main Ruk Gayee Hay
Boht Hay Mushkil K Ab Ho Aisa
K Mujhpay Abkay Ye Saal Guzray

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Festivals Shayari 271 - 280 of 386, Page 28 of 39 pages.