Friendship Shayari

Friendship Shayari - A large collection of Friendship Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Friendship Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Friendship Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Friendship Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Friendship Shayari

Showing Friendship Shayari 111 - 120 of 123, Page 12 of 13 pages.

Friendship Ka Pehla Salaam Aapke Naam
Hamari Zindagi Ki Aakhri Sham Aapke Naam
Is Safar Mein Humsafar Hum Dono
Zindagi Bhar Is Friendship Ko Nibhana Hai Mera Kaam.

 0 People liked it
0 Ratings


Hum doston ko bhulte nahi hain,
Magar yeh baat jatate nahi hain…
Doston ko hamesha rakhte hain yaad,
Hum bhulne ke liye dost banate nahi hain..

 0 People liked it
0 Ratings

Naa koi rishta naa koi shart
Bas ek anjana see ehsaas
Jaise jindagi odh aayi ho
Ek halka saa libas
Aur baahein phailaaye keh rahi ho
Mujh se dosti karoge
Ek umar mera sath doge
Bas yahi ek ehsaas hain
Jo hamein dosti ke liye prerit karta hain

 0 People liked it
0 Ratings

Evening Friends

Love + Care + Hope = “Maa”
Darr + Prem + Respect = “Papa”
Play + Help = “Brothers & Sisters”
Sukh + Dukh = “Wife”
Above all these + Life = “Friend”

 0 People liked it
0 Ratings


Roshni ho to diya jalta hai,
Shamma ho to parwana jalta hai,
Rishte na ho to Dil jalta hai,
Aur aap jaise Dost ho to Jamana jalta hai.
`
Dosto k liye ye Dosti ki saugat hogi,
naye log honge nayi baat hogi,
Hum har haal me Muskurate rahenge
agar tumhari Dosti humare sath hogi.
`
Doston maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai darta kaun hai,
Tum jaise Dost par to dunia kurban hai,
aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.
`
Kash koi khushiyon ki dukan hoti,
usse hamari kuch pehchan hoti,
Lelete tumhare liye sari khushiyan
Kimat chahe uski hamari Jaan hoti.
`
Zamaana gujar gaya haathon ko milaye hue,
Muddat ho gayi nazaron ko milaye hue,
Din raat nikal gaye yaadon me khoye hue,
Ab kab samane aaoge yaar muskurate hue?

 0 People liked it
0 Ratings


Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.
I made a list of my dearest person,
And I wrote them down in pencil,
I included ur name but wrote it in permanent ink,
Bcoz i decided to keep U in my list forever.
God gives us two gifts…
One is chance and the other is choice,
Chance 2 have friends
And choice to select the best ones like U.
Don’t walk infront of me, I may not follow.
Don’t walk behind me, I may not lead.
Just walk beside me and be my friend.
Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum nahi,
Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,
Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi
Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par aasoo chod jate hain,
Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.
In andhero ke liye kuch aftab mage hai,
Dua mein hamne dost kuch khas mage hai,
Jab bhi maga kuch rab se,
To aap ke liye khusiyo ka pal mage hai.
Chirago se agar andhere door hote,
To chandni ki chaahat kyun hoti,
Kat sakti agar ye jindgi akele,
To dost naam ki cheez hi kyun hoti?
Hamari dosti raymond jaisi nahi since 1965,
Pepsi jaisi bhi nahi ye dil mange more,
Ye dosti hogi LIC jaisi,
Zindagi ki saath bhi,
Zindagi ke baad bhi.
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge yeh dost,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.
Is dil ka hai ek condition,
Jis main nahi kisi ko permission,
Sirf aap jese dost ko hai admission,
Wo bhi bina donation,
So just maintain good relation.
Har khushi dil ke karib nahi hoti,
jindagi gamo se dur nahi hoti,
aye dost dosti ko sanjokar rakhna,
dosti har kisi ko nasib nahi hoti
Kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahin jaate,
Kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahin jaate,
Kayi dil aise hote hain jo tode nahin jaate,
Aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chhode nahin jaate.

 0 People liked it
0 Ratings

FriendsCollege Ki Khali Seatein
Ghadi Ghadi Teacher Ki Daante
Bunk Mar Ke Canteen Jana
Table Baja Ke Gaaney Gana
Aaj Phir Lag Gayi Yaado Ki Jhadi
Bina Dosto Ke Kya Jindgi

Teacher Ki Wo Hamse Rukhai
Hum Jo Kartey They Padahai Se Bewafai
Sir Ka Har Baat Pe Samjhana
Ab Sararat Ki To Dobara Class Me Baat Aana

Wo Chemistry Ki Classey
Aur Query Me Gilli Gilli Aankhey
Sir Ka Batana “Padh Loo Warna
Chemistry Ho Jayegi Bewafa
Subah Rati Shyam Ko Sapa”
Sir Ki Baat Pe Sar Hilana
Phir Wapas Ussi Attitude Me Aa Jaana

Exam Me Ek Dusrey Ka Muh Takna
Jo Aata Nahi Uskey Liye Idhar Udar Jhankna
Aur Musibat Ka Aana
Dosto Ke Roll No. Ka Alag Alag Ho Jana
Wo Mann Hi Mann God Ko Pukarna
Ab Tujhey Hi Hai Iss Musibat Se Par Utarna

Wo Aakhir Me Farewell Ka Aana
Aur Phir Dosto Ka Alag Ho Jana
Ek Dusrey Ke Galey Lag Kar Rona
Aur Ek Dusrey Se Kehna “You are my beloved Friends OK”
Alag Ho Rahey Ho Par Mujhey Mat Bhulana
Aaj Phir Lag Gayi Yaado Ki Jhadi
Bina Dosto Ke Kya Jindgi

 0 People liked it
0 Ratings


Yah dosti chirag hai ,isse jalaye rakhana
Yah dosti gul hai isse khilaye rakhana.
Hum rahe na rahe iss jahan main.
Bus hamari yaad dil me basaye rakhana.
Dosti insan ki zaroorat hai,
Dilon pe dosti ki huqumat hai,
Aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna
Khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
Aankh to dosti mein dil ki juban hoti hein,
Dosti mein dard mile to kya ghabrana,
Suna hein dard se dosti jawan hoti hein.
Tute huye phool khusboo de jate hai..
Bite huye pal yaade de jate hai..
Har kisi ka andaaz hai apna apna..
Koi dosti main pyar to.
Koi pyar main dosti de jate hai..
Ishq aur dosti meri jindgi ka guman hai..
Ishq meri ruh hai to dosti mera iman hai..
Ishq pe kardu fida saari zindgi..
Magar dosti pe mera ishq kurban hai.
Dosti to zindagi ka ek khubsurat lamha hai..
Ye sab rishto se albela hai..
Jise mil jaye wo tanhai main bhi khush hai..
Jise na mile wo bheed main bhi akela hai..
Tu naam ka derya hai rawani nahi rakhta
badal hai jo befaiz pani nahi rkhta
ye akhri khat akhri tasveer bhi leja
ye dost Ashiqe bholne walon ki nishanhi nahi rakhta.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Friendship Shayari 111 - 120 of 123, Page 12 of 13 pages.