Friendship Shayari

Friendship Shayari - A large collection of Friendship Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Friendship Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Friendship Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Friendship Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Friendship Shayari

Showing Friendship Shayari 41 - 50 of 123, Page 5 of 13 pages.


Agar hum dost hote to,
Karam ki inteha karte .!
Tumhen palkon pe rakhte hum,
Tumhen dill main basate hum .!
Agar tum rooth jaate to,
Tumhen kitna manate hum ..!
Jo milne tum nahi aate,
To aa kar khud tumhain milte .!
Tumhari laghzishon ko bhi,
Hansi main hum udaa dete .!
Agr apni khata hoti,
To khud ko bhi saza dete .!
Magar ye sab jabhi hota,
Aagar hum dost hote to ….!
Magar itna hee jana hai,
Ke tum ne aaj tak humko,
Paraya keh ke jana hai,
Kabhi hamdam na mana hai.
Agr hum dost hote to…..!

 0 People liked it
0 Ratings


Ae Dost Teri Yaad Mein Dil Ka Usool Hai
Hum Tujh Ko Bhul Jaayege Yeh Teri Bhool Hai
Meri Aankhon Se Koi Aansu Na Nikla Lekin
Ghar Ke Har Dar Se Rone Ki Sada Aati Hai
Shikwe Bhi Ziyaada Hai Aur Shikaayat Bhi Bohat Hai
Aur Iss Ke Liye Dil Mein Mohabbat Bhi Bohat Hai
Tum Mujh Se Bichad Jao Toh Yun Maayus Na Hona
Kyunki Rishto Ke Nibhaane Mein Musibat Bhi Bohat Hai
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
CHAND KE PAAS ANEK SITARE HOGE.
MAGAR SITARO KE PAAS EK HI CHAND HAIN.
AAP KE PAAS HUM JAISE LAAKH HONGE.
MAGAR HAMARE PAAS AAP JAISA DOST EK HI HAIN
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
“Dosti ka paigam jo aapka mila,
Dil ho gaya khush mit gaye saare gila,
Kisi Dost ko nahi mila hoga,
Dosti ka aisa sila,
Ki Saare Ghum Hogaye dooor mere,
Jab doston ke pyaar ka nazraana mila”

 0 People liked it
0 Ratings


Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !

 0 People liked it
0 Ratings


kush naseeb hi hum
hume aap jaise dost mile
kya taarif kare aapki
gitna b kare utna kam lagtha
my chiraag hotho tum roshni ho
my gulab hotho tum khushbu ho
my raat hotho tum chand ho
iss pyasi baari zindigi me paani bankar aaye ho tum
mushkil hon k waqt me haat taam kar himmat dethe ho aap
doop me chaya bankar hamesha saat rythe ho aap
kabhi aane na diya aankhome aansu
jab se tumhe mila tab se chehre pe muskurahat phir laut aayi
hai mere dost “wada kartha hu my..kuch bhi hojaye my tere saath na chodunga”..

 0 People liked it
0 Ratings


Rab se aap ki khushi mangte hain,
Duaon me aap ki hansi mangte hain,
sochte hain ki kya mange aap se
chalo umar bhar ki Dosti mangte hain..
`
Khuda na kare aapko kabhi koi gam mile,
khushiyan aur hansi har dam mile,
gum jab bhi bad chale aapki aur
khuda kare raaste me use hum mile.
`
Ankhen to Dosti me Dil ki zuban hoti hai,
Sachhi Dosti to sada bezubaan hoti hai,
Dosti me judai bhi aae to kya ghabrana
suna hai judai se Dosti aur bhi jawan hoti hai!
`
Ehsaas bahut hoga jab hum chhod k jayege,
Royenge bahut magar aasu nahi aayenge,
Jab saath na de koi to aawaj hume dena,
Aasma per bhi honge to laut aayenge.
`
Do pal ki zindgi, yu hi beet jayegi.
Kali raat k baad nayi Subah ayegi.
Agar Doston ki yaad satayegi to kasam se
aapki yaad sabse pehle aayegi!

 0 People liked it
0 Ratings


Kal ho “AAJ” jaisa,
Mahal ho “TAJ” Jaisa,
Phool ho “GULAB” jaisa,
or Zindagi k her qadam pe FRIEND HO
?
?
?
?
?
excuse me ?
?
hellO
.
Friend ho ?
.
Mujh jaisa (H):p

 0 People liked it
0 Ratings


Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.
Happy Friendship Day.

 0 People liked it
0 Ratings


Tere saath guzra lamha jab bhi yaad ayega
Is janam ke baad bhi tera khayal layega
Agar bakshi bar bar zindagi Uparwale ne mujhe
Tujse dosti karne ko hardum ji chahega.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Friendship Shayari 41 - 50 of 123, Page 5 of 13 pages.