Friendship Shayari

Friendship Shayari - A large collection of Friendship Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Friendship Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Friendship Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Friendship Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Friendship Shayari

Showing Friendship Shayari 61 - 70 of 123, Page 7 of 13 pages.


Nadiyon ki dosti sagar se hai
Badal ki dosti ambar se hai
Chand ki dosti sitaron se hai
Fulon ki dosti khushbu se hai
Parvat ki dosti jharno se hai
Bagon ki dosti kaliyon se hai
Umangon ki dosti dil se hai
Humari dosti sirf aap se hai.

 0 People liked it
0 Ratings


Dost ki yad se badi koi dolot nahin hoti,
Sath rehna hi dost ki jarurat nahin hoti.
Duriyan kardeti ha yado ko jinda,
Warna yadon ki koi kimat nahin hoti.

 0 People liked it
0 Ratings


Bahane bahane se aapki baat karte hai,
Har pal aapko mehsus karte hai,
Itni baar to aap saans bhi nahi lete honge,
Jitni baar hum aaapko yaad karte hai….
`
Yakeen to humein sir tum pe hai
Varna na jaane yahan kitne chehre hai
Hum to wada karte hain dosti kaa
Bas aap se bhi dost kehlane ki aas hai
`
Aapki dosti pe hai humein aeitbaar
Samne honge aapke
Aap dil se bula ke to dekho humein ek baar
`
Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka
Dosti naam hai sada muskurany ka
Ye koi pal bhar ki pehchan nahi
Dosti naam hai sada sath nibhana ka
`
Jahan judai ho wahan milan ka alag mazaa hai
Mehboob bewafaa ho to zindagi ek sazaa hai
Aap jaisa dost agar har kisiko naseeb ho
Ye to bas khuda ki razaa hai
`
Sham ki tanhai mein kho na jaana,
Kisi ki masti mein doob na janaa,
Milengi zarur manzilein tumhe,
Unhe pakar hum jaise doston ko bhool na jana.

 0 People liked it
0 Ratings

Doosti teri ham ko piari he
Sari dunia se ye nirali he
Tu agar mangle ye jan mujh se
Hanske de den ge ye tumhari he
Tu mera dost kitna pyara he
Tere bin ab nhi gujara he
Pas ho dur chahe hota he
Tera har pal mujhe shara he
Zindagi jabbhi gam me dubi he
Isko tune dia shara he
Teri baton se aesa lag ta he
Tera khushio se kuch kinara he
Gam me duba he tera har pal qnu
Jab tujhe mila mera shara he
Tujh se ham ne kia ye wada he
Aakhri sans tak nibhayenge
Bas khuda se duwa ye mangi he
Teri khusho ko sirf manga he
Tujh ko mil jai teri shusha sab
Rab se har pal yhi manga he.
Aap ko kisi bhi tar han ki shayri chahiye btana
me usi tar han ki likh ne ki koshish karun gi

 0 People liked it
0 Ratings


Roshni ho to diya jalta hai,
Shamma ho to parwana jalta hai,
Rishte na ho to Dil jalta hai,
Aur aap jaise Dost ho to Jamana jalta hai.
`
Dosto k liye ye Dosti ki saugat hogi,
naye log honge nayi baat hogi,
Hum har haal me Muskurate rahenge
agar tumhari Dosti humare sath hogi.
`
Doston maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai darta kaun hai,
Tum jaise Dost par to dunia kurban hai,
aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.
`
Kash koi khushiyon ki dukan hoti,
usse hamari kuch pehchan hoti,
Lelete tumhare liye sari khushiyan
Kimat chahe uski hamari Jaan hoti.
`
Zamaana gujar gaya haathon ko milaye hue,
Muddat ho gayi nazaron ko milaye hue,
Din raat nikal gaye yaadon me khoye hue,
Ab kab samane aaoge yaar muskurate hue?

 0 People liked it
0 Ratings

Naa koi rishta naa koi shart
Bas ek anjana see ehsaas
Jaise jindagi odh aayi ho
Ek halka saa libas
Aur baahein phailaaye keh rahi ho
Mujh se dosti karoge
Ek umar mera sath doge
Bas yahi ek ehsaas hain
Jo hamein dosti ke liye prerit karta hain

 0 People liked it
0 Ratings

Ai dost jinn se hum ko tawaqo gulon kee thee,
Woh raaston mein khaar bakhere chale gaye,
Bass chandd hee dino ke thay dere chale gaye,
Khana –badosh log savere chale gaye,
Haath mein apne jaal sunehri liye hue,
Gehre samundron ke machhere chale gaye,
Kuchh maikade kee sammat gaye jhoomte hue,
Kuchh manchale faqeer ke dere chale gaye,
Pehle se abb kahan woh mohabbat ke roz-o-shab,
Shaamein chali gayi who savere chale gaye,
Ai dost jinn se hum ko tawaqo gulon kee thee,
Woh raaston mein khaar bakhere chale gaye,
Jo loot-te thay din ka saqoon raat ka qraar,
Kis desh ko woh haseen lutere chale gaye
Dukh hai dard hai toh dawaa hai dosti,
iss ghutan bhari zindagi ki haseen fiza hai dosti.
jo na samjhe uske liye kuch nahi,
jo samjhe uske liye khuda hai dosti
Friendship doesn’t need
any promises any terms or conditions.
it just need two wonderful people ..

 0 People liked it
0 Ratings


Jaane Wale Aur Honge
Hum To Yahi Reh Jaenge
Paana Chahoge Hame Kabhi
Aas Paas Mil Jaenge
Aawaaz Doge Ek Baar
Kabr Se Bhi Uth Kar Aaenge
Mehfil Sazaa Kar To Dekho Hamaare Bagair
Joote Sar Par Tumhare Lagaenge
Ik Dosti Nibhani Sikhi Yaara
Is Daulat Ko Na U Gawaenge
Rooth Jaenge Tere Saare Dost
Kabhi Loveleen Ko Na Sang Apne Paenge
Kar Shak Na Humpe Itna Tu
Hum Roothe To Rab Bhi Na Mana Paenge .

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Friendship Shayari 61 - 70 of 123, Page 7 of 13 pages.