Mere Rabba Tu Maaf Kar Lyrics

Aa Bhi Ja - (uvie)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mere Rabba Tu Maaf Kar from movie Aa Bhi Ja - (uvie)

  

Lyrics

  • Aa Bhi Ja - (uvie)
  • Movie Name : Aa Bhi Ja - (uvie)
  • Director(s) : Nakash Sargam,Pawan Atwaal,Joy Raha
  • Singer(s) : Upendra Verma (uvie)
  • Lyricist(s) : 

aa aa aa aa.... o o o aa aa aa aa aa.....
har lamaha lamaha na tanaha tanaha jaaye gujar
kulake tu ji na reh sehama sehama mere yaar par
ho muskuraake ji le tu, jindagi ko na daba
chhoti si hayaati hai ghum na de sabaab ka
kar na der kar le sajada le maang maafi rab hai bada
(mere rabba tu maaf kar -3 mere rabba) - (2)

karane jab chalega tu safar hogi dhup bhi chaanv bhi
gar na ho koyi humsafar hoga rab sada saath hi
ho muskuraake ji le tu, jindagi ko na daba
chhoti si hayaati hai ghum na de sabaab ka
kar na der kar le sajada le maang maafi rab hai bada
(mere rabba tu maaf kar -3 mere rabba) - (2)

baaki baat ko bhulkar tu kar le abb shuru jindagi
chal tu uss khuda ki raah par, puri kar tu apani tishnagi
muskuraake ji le tu, jindagi ko na daba
chhoti si hayaati hai ghum na de sabaab ka
kar na der kar le sajada le maang maafi rab hai bada
(mere rabba tu maaf kar -3 mere rabba) - (2)

Related Lyrics