Yaad Teri Aati Hai, Jaan Meri Jaati Hai Lyrics

Aa Gale Lag Ja- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yaad Teri Aati Hai, Jaan Meri Jaati Hai from movie Aa Gale Lag Ja

  

Lyrics

  • Aa Gale Lag Ja
  • Movie Name : Aa Gale Lag Ja
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Kumar Sanu
  • Lyricist(s) : 

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai - (2)
mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

aake mujhako batalaa de, aakhir kya majburi hai
tere mere bich mein kis liye yeh duri hai
lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam
ru jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi
aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi
mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi
o apane saath le gayi tu meri har khushi
dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba
mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai - (2)

Related Lyrics