Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aadmi (1993)

Jaan Se Badhkar Jaanam Tujhko Pyaar Karte Hain Lyrics

Aadmi (1993)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jaan Se Badhkar Jaanam Tujhko Pyaar Karte Hain from movie Aadmi (1993)

  

Lyrics

    • Movie Name : Aadmi (1993)
    • Director(s) : Jatin-Lalit
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Sadhana Sargam
    • Lyricist(s) : 

    jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hain - (2)
    deewaana dil kehata hai tujh bin ji nahi sakate hai
    jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hain
    deewaana dil kehata hai tujh bin ji nahi sakate hai
    ho ji nahi sakate hain

    pehali nazar mein dil mein samaaye ho
    pyaar banake aaye ho meri jindagi mein
    tum jo mile ho sab kuchh mila hai
    kitna hasi pyaar ka silsila hai, yeh silsila hai
    jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hain
    deewaana dil kehata hai tujh bin ji nahi sakate hai
    ho ji nahi sakate hain

    bekaraari had se badhati jaaye, tu hi tu mujhko nazar aaye
    pyaar mein aksar aisa hota hai, kabhi dil hase kabhi rota hai
    dewaane sabhi humko kehate hai
    jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hain
    deewaana dil kehata hai tujh bin ji nahi sakate hai
    haan ji nahi sakate hain

    pyaar se teri maang saja du, tujhko apani dulhan banaalu
    maangi hai maine rab se duwaaye, kabhi kam na hongi (apani wafaaye-2)
    (jaan se badhkar jaanam tujhko pyaar karte hain
    deewaana dil kehata hai tujh bin ji nahi sakate hai) - (2)
    ho ji nahi sakate hain........

    Related Lyrics