Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aah

Bharat Ka Bhai Lakshman Lyrics

Aah- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bharat Ka Bhai Lakshman from movie Aah

  

Lyrics

    • Movie Name : Aah
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : 
    • Lyricist(s) : 

    iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam - (2)
    bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
    iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam
    bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

    raam ki lila aparampaar -2
    raam ki rachna yeh sansaar, raam ki puja jivan pyaar
    kaani pawan gangan bharati sab kare pranaam
    bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

    mandir ja ya mann mein dekh -2, satal jagat mein woh hai ek
    lekin usake roop anek
    wohi paarvati shiv, wohi raadha ka shyaam
    bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
    iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam
    bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

    Related Lyrics