O Ajnabee Mere Ajnabee Lyrics

Main Prem Ki Diwani Hoon- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song O Ajnabee Mere Ajnabee from movie Main Prem Ki Diwani Hoon

  

Lyrics

  • Main Prem Ki Diwani Hoon
  • Movie Name : Main Prem Ki Diwani Hoon
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Chitra
  • Lyricist(s) : 

o ajnabee mere ajnabee na jane aaye tum kahan se
itna pyara laye tum kahan se, yeh rat bhee hai sajee sajee
o ajnabee mere ajnabee

dilwale dekho phir mile hai, mile hai
jane kahan ham chale hai, chale hai
najaro se najre milee hai, hoto se hot sile hai
ek aag see hai dabee dabee, o ajnabee mere ajnabee

pyar ka mausam aata hai, aata hai ek bar
dil diya jata hai, ek bar ek bar
jawan jawan dil kee dhadkan me
koi samata hai -2 ek bar ek bar
o mujhe kya hua mai udne laga
o ajnabee mere ajnabee

ajnabee teree dil churane aaya hai, ajnabee ninde udane aaya hai
lutane wala chain kahan payega, lutane wala khud lut ke jayega
hain jayega kahan jiyega yahan marega yahan
yeh ajnabee teraa ajnabee teraa ajnabee
na jane aaye tum kahan se, itna pyara laye tum kahan se

Related Lyrics