Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Wafaa

Sargarmiyaan Ho Lyrics

Wafaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sargarmiyaan Ho from movie Wafaa

  

Lyrics

  • Wafaa
  • Movie Name : Wafaa
  • Director(s) : Ravi Pawar,Sayed Ahmed
  • Singer(s) : Jaya Piyush
  • Lyricist(s) : 

(sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar - (2)
bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho..... sargarmiyaan ho.....) - (2)

aankhon mein kuchh likha hai, padh jara le woh deewaane
yeh berukhi hai kis liye, aa jaa baahon mein
chaahat ke ban jaane de, banate hai jo fasaane
dil na jala jaane wafa aa ja baahon mein
sargarmiyaan ho..... sargarmiyaan ho.....
sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar - (2)
bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho..... sargarmiyaan ho.....

raks hai dil mein barma sa, lamha yeh kaisa aaya
dil ka mere aalam yeh, pehale toh na tha
sar se lekar paanv tak, kaisa nasha hai chhaaya
aisa mera haal kabhi pehale toh na tha
sargarmiyaan ho..... sargarmiyaan ho.....
sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar - (2)
bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho..... sargarmiyaan ho.....

Related Lyrics