Itana Bhi Na Chaahon Mujhe Lyrics

Ahankaar (1995)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Itana Bhi Na Chaahon Mujhe from movie Ahankaar (1995)

  

Lyrics

  • Ahankaar (1995)
  • Movie Name : Ahankaar (1995)
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu
  • Lyricist(s) : 

(itana bhi na chaahon mujhe - (2)
ki main ik pal tumse dur reh na saku) - (2)
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil baatein tumse keh na saku
itana bhi na chaahon mujhe, ki main ik pal tumse dur reh na saku
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baatein tumse keh na saku

(itani bechaini leke kaise jiyega koi
itani chaahat daaman mein kaise rakhega koi) - (2)
chain kahi lene na de, mujhako pyaar tera
itana bhi na chaahon mujhe, ki main ik pal tumse dur reh na saku
yuun na pyaar se dekho mujhe, ke main dil ki baatein tumse keh na saku

(socha na hoga tumane itana pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga) - (2)
bhulunga na main tumko kabhi abb meri jaane wafa
(itana bhi na chaahon mujhe, ki main ik pal tumse dur reh na saku
yu na pyar se dekho mujhe, ke mai dil ki baate tumse keh na saku)-(2)

Related Lyrics