Baagon Mein Bahaar Aayi Lyrics

Mome Ki Gudiya (1972)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Baagon Mein Bahaar Aayi from movie Mome Ki Gudiya (1972)

  

Lyrics

    • Movie Name : Mome Ki Gudiya (1972)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Anand Bakshi
    • Lyricist(s) : 

    o o o o.....

    baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
    aaja aaja aaja aaja meri raani
    rut bekaraar aayi -2 doli mein sawaar aayi
    aaja aaja aaja aaja mere raaja
    baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
    aaja aaja aaja aaja meri raani

    phulon ki gali me aayi (bhanwaro ki toliyaan -2)
    diye se patanga khele aankh micholiyaan
    bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga, jag so gaya
    rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
    aaja aaja aaja aaja mere raaja
    baagon mein bahaar aayi

    sapana toh sapano ki (baat hai pyaar mein -2)
    nind nahi aati sainya tere intjaar mein
    hoke bekaraar tujhe dhundhun main, tu kahaan kho gaya
    baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
    aaja aaja aaja aaja meri raani
    aaja mere raaja

    lambi lambi baatein chhede, (chhoti si raat mein -2)
    saari baatein kaise hongi ik mulaqaat me
    ek hi baat mein lo dekh lo sawera ho gaya
    baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
    aaja aaja aaja aaja meri raani
    rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
    aaja aaja aaja aaja mere raaja
    aaja meri raani, aaja mere raaja

    Related Lyrics