Badali Se Nikala Hai Chaand Lyrics

Sanjog (1961)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Badali Se Nikala Hai Chaand from movie Sanjog (1961)

  

Lyrics

    • Movie Name : Sanjog (1961)
    • Director(s) : Madan Mohan
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (badali se nikala hai chaand
    pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) - (2)
    badali se nikala hai chaand

    (puchhe pata tera thandi hawaaye
    chup mujhe dekhake chup ho jaaye) - (2)
    laaye toh kaise tujhe dhund ke laaye, dhund ke laaye
    badali se nikala hai chaand
    pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja
    badali se nikala hai chaand

    (aake gujar gayi kitani bahaarein
    aur baras gayi kitani fuhaare) - (2)
    aaja tujhe hum kab se pukaare, kab se pukaare
    (badali se nikala hai chaand
    pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) - (2)
    badali se nikala hai chaand

    Related Lyrics