Khuda Ka Shukriya Ada Karta Hoon Lyrics

Bewafaai Ka Aalam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khuda Ka Shukriya Ada Karta Hoon from movie Bewafaai Ka Aalam

  

Lyrics

  • Bewafaai Ka Aalam
  • Movie Name : Bewafaai Ka Aalam
  • Director(s) : Nikhil
  • Singer(s) : Agam Kumar Nigam
  • Lyricist(s) : 

(bewafaai to tumhari aadat thi
mujhko choda mujhko tumne rahat di) - 2
ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
khuda ka shukriya ada karatha hoon - 2
bewafaai to tumhari aadat thi
mujhko choda mujhko tumne rahat di
ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
khuda ka shukriya ada karatha hoon - 2

jitane din tha pass tumhare raato mena soya
shyad ek din tum badaloge umeedon mein roya
do din to tum payr jatate do din karathe mafarat
mein mosoom hu mein kya janu kya thi tumhari hasrat
hua na kuch aisa jo mene socha ha
tumhari baatomein gajab ka dhoka tha
iss mohabaat ne meri kya halat ki
mujhko choda mujhko tumne rahat di
ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
khuda ka shukriya ada karatha hoon - 2

jab se tum tum ko dil mein basaya toot utti dil pe aafat
jis ne itane dard diye ho vo kya dega rahat
jis kam ho dhoka dena uska yaki kya karana
jo aaya ho jaane he lene uske liye kya marana
mohabaat me aksar yahi kyun hota hai
mohabaat karatha jo vahi kyun rota hai
hai khata meri kya teri chahat thi
mujhko choda mujhko tumne rahat di
ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
khuda ka shukriya ada karatha hoon - 2
bewafaai to tumhari aadat thi
mujhko choda mujhko tumne rahat di
ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu
khuda ka shukriya ada karatha hoon - 2

Related Lyrics