Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Chamku

Aaja Milake Hum Baant Le Duriya Tanhaayiya Lyrics

Chamku- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aaja Milake Hum Baant Le Duriya Tanhaayiya from movie Chamku

Lyrics

  • Chamku
  • Movie Name : Chamku
  • Director(s) : Monty Sharma
  • Singer(s) : Shreya Ghoshal,Shail
  • Lyricist(s) : 

aaja milake hum baant le duriya, tanhaayiya
dhadkano mein bajane lagi ansuni shehnaayiya
saj rahi hai abb aankhon mein
pyaar ke khwaabon ki parchhaayiya
aaja milake hum baant le duriya, tanhaayiya

na koyi khushbu thi, na koyi mausam tha
hardam ha jindagi viraan thi
chaaron taraf se suham? ka andhera tha, tanha tha
har khushi anjaan thi
tujhko paake khone lagi abb dur tak phaili huyi viraaniya
saj rahi hai abb aankhon mein
pyaar ke khwaabon ki parchhaayiya
aaja milake hum baant le duriya, tanhaayiya
dhadkano mein bajane lagi ansuni shehnaayiya

julfon ke saaye mein tera basera ho
palkon mein din dhale abb raat din
main wida keh du saare jamaane ko sochu na
tu mere jab saath ho
hum jubaan se jo na kahe, woh keh rahi yeh waadiya, khaamoshiya

Related Lyrics