Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Chand

Manabhawan Sawan Aaya Rang Jamaya Lyrics

Chand- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Manabhawan Sawan Aaya Rang Jamaya from movie Chand

  

Lyrics

    • Movie Name : Chand
    • Director(s) : S. Rajeshwar Rao
    • Singer(s) : Uma Devi Tuntun
    • Lyricist(s) : 

    manabhawan sawan aaya rang jamaya - (3)

    kyon kalee kalee musakayee, kyon chalee hawa purawayee - (2)
    sansar yahee hai kya woh - (2)
    naya rang laya hai -2, naya rang laya

    manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2)

    koyaliya meree sahelee, abb mat ga git akelee - (2)
    mere madhur madhur hotho ne - (2)
    naya git paya hai -2, naya git paya

    manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2)

    meree bhar gayee nain nagariya
    meree bhar gayee nain nagariya, chahe bhare naa bhare gagariya - (2)
    meree haree haree bagiya me - (2)
    naya phul aaya hai -2, naya phul aaya

    manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2)

    Related Lyrics