Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Suno Zara

Dil Kahe Chhu Lu Main Udake Yeh Baadal Lyrics

Suno Zara- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dil Kahe Chhu Lu Main Udake Yeh Baadal from movie Suno Zara

  

Lyrics

  • Suno Zara
  • Movie Name : Suno Zara
  • Director(s) : Nitin Shankar
  • Singer(s) : Devaki Pandit
  • Lyricist(s) : 

dil kahe chhu lu main udake yeh baadal
sab mumkin lage hai abb toh mujhe
dekho toh yeh saare najaare mere saath chal rahe
dil kahe chhu lu main udake yeh baadal
sab mumkin lage hai abb toh mujhe

(yuun achaanak hamein jaane kya huwa hai
kuchh samajh na sake jaane kya wajah hai) - (2)
aa gaye hum kahaan, kya wahi hai jahaan
abb toh sitaare yeh saare meri baat kar rahe
dil kahe chhu lu main udake yeh baadal
sab mumkin lage hai abb toh mujhe

(gaa raha aasmaa jhumein yeh jamin hai
jindagi ka safar kitana hansi hai) - (2)
yeh nayi baat hai, har khushi saath hai
abb toh mere hi taraae bhanware gun guna rahe
dil kahe chhu lu main udake yeh baadal
sab mumkin lage hai abb toh mujhe
dekho toh yeh saare najaare mere saath chal rahe
dil kahe chhu lu main udake yeh baadal

Related Lyrics