Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Ishq

Dekho Dekho Janam Ham Lyrics

Ishq- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dekho Dekho Janam Ham from movie Ishq

  

Lyrics

  • Ishq
  • Movie Name : Ishq
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Udit Narayan
  • Lyricist(s) : 

((dekho dekho janam ham dil apna tere liye laye
socho socho duneeya me kyun aaye, tere liye aaye) - (2)
abb too hamen chahe, abb too hamen bhule
ham toh bane rahenge tere saye) - (2)
dekho dekho janam ham dil apna tere liye laye
socho socho duneeya me kyun aaye, tere liye aaye

re ba ba ta rum ta rum, re ba ba ta rum yeah
re ba ba ta rum ta rum, re ba ba ta rum
re pa pa ta rum ta rum, re pa pa ta rum yeah

yeh kya hamen huwa, yeh kya tumhen huwa
sanson ke dariya me kulmul see hone lagee
nayee hai yeh saja, saja me hai maja
chahat ko chahat kee shabnam bhigone lagee
abb aur kya chahe, abb aur kya dekhe
dekha tumhe toh dil se nikli haye
hey dekho dekho janam ham dil apna tere liye laye
socho socho duneeya me kyun aaye, tere liye aaye

ya ya ya ya ya ya ya ya........
ya ya ya ya ya ya ya ya........

suno jara suno, chuno hamen chuno
aankho ne aankho se sharmake kuchh keh diya
suna maine suna, chuna tumhen chuna
shishe ne shishe se takrake kuchh keh diya
hai pal murado ke, yeh pal hai yadon ke
abb meree jan rahe ya chalee jaye
dekho dekho janam ham dil apna tere liye laye, laye
socho socho duneeya me kyun aaye, tere liye aaye, aaye
abb too hamen chahe, abb too hamen bhule
ham toh bane rahenge tere saye
ae dekho dekho janam ham dil apna tere liye laye, laye
socho socho duneeya me kyun aaye, tere liye aaye

Related Lyrics