Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aansoo

Jane Kaisa Hai Mera Deewana Lyrics

Aansoo- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jane Kaisa Hai Mera Deewana from movie Aansoo

  

Lyrics

    • Movie Name : Aansoo
    • Director(s) : Laxmikant Pyarelal
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    jane kaisa hai mera deewana, kabhi apna sa lage, kabhi begana
    badi bholi ho, ye bhi na jana, kabhi apno ko nahi kehte begana

    yu bhi jeeta tha magar koyi arman na the
    jab talak aap mere (dil ke mehman na the - 2)
    tumse meheka hai mera virana, kabhi apno ko nahi kehte begana

    main woh aazad ghata tumne jisse bandh liya
    apni aankho mein mujhe (naya aakash diya - 2)
    yahi chhota sa mera afsana, kabhi apna sa lage, kabhi begana

    kabhi chhede hai pawan kabhi chhede hain piya
    yahi to hoga sanam (tumne jab pyar kiya - 2)
    mere pas aao chhodo sharmana, kabhi apno ko nahi kehte begana

    Related Lyrics