Jina Kya Tere Bina, Marna Bhee Hoga Gunha Lyrics

Kya Love Story Hai- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jina Kya Tere Bina, Marna Bhee Hoga Gunha from movie Kya Love Story Hai

  

Lyrics

    • Movie Name : Kya Love Story Hai
    • Director(s) : Pritam Chakraborty
    • Singer(s) : Zubin Garg
    • Lyricist(s) : 

    (jina kya tere bina, marna bhee hoga gunha
    abb toh ai janewafa, tanaha huwa mai) - (2)
    dhundu nishan -4 mai teraa

    (kyun kyun sham se pathara gayee aankhe meree
    yu mujhse juda kyun hai pata manjil teree) - (2)
    rate rate hai khafa, subah kab degee shifah
    abb toh ai janewafa, tanaha huwa mai

    (dil dil ka makan viran hai, sunsan hain
    inn divarogar se roshanee anjan hain) - (2)
    han aisa pehalee dafa dil ko yeh lage laga
    abb toh ai janewafa, tanaha huwa mai
    jina kya tere bina, marna bhee hoga gunha
    abb toh ai janewafa, tanaha huwa mai
    dhundu nishan -4 mai teraa

    Related Lyrics