Joshe Jawaani Tauba Re Tauba Lyrics

Hum Dono (1984)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Joshe Jawaani Tauba Re Tauba from movie Hum Dono (1984)

  

Lyrics

    • Movie Name : Hum Dono (1984)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Kishore Kumar
    • Lyricist(s) : 

    joshe jawaani tauba re tauba, dil ki kahaani tauba re tauba
    hum kahein tum suno, hum sune tum kaho - (2)
    joshe jawaani tauba re tauba, haay dil ki kahaani tauba re tauba

    (nind churaale hosh udaa de kaanton mein daaman ulajha de
    isaka nahi bharosa koyi sheesha patthar se takara de) - (2)
    yeh jindagaani tauba re tauba
    joshe jawaani tauba re tauba, are dil ki kahaani tauba re tauba

    (bikhare yuun julfon ke saaye, saawan ke baadal lehraaye
    aankh uthaate darr lagata hai, jaane dil kispar aa jaaye) - (2)
    are aadat puraani tauba re tauba
    joshe jawaani tauba re tauba, dil ki kahaani tauba re tauba

    (kaun shama kaise parwaane sab apane jaane pehchaane
    hum jaise do chaar yahaan hai, baaki saare hai deewaane) - (2)
    are duniya deewaani tauba re tauba
    joshe jawaani tauba re tauba, dil ki kahaani tauba re tauba
    hum kahein tum suno, hum sune tum kaho - (2)
    joshe jawaani tauba re tauba, are dil ki kahaani tauba re tauba

    Related Lyrics