Kaanha Kaanha Kaanha Tu Hai Sab Ka Maana Lyrics

Radha Ka Sangam (1992)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kaanha Kaanha Kaanha Tu Hai Sab Ka Maana from movie Radha Ka Sangam (1992)

  

Lyrics

    • Movie Name : Radha Ka Sangam (1992)
    • Director(s) : Anu Malik
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal
    • Lyricist(s) : 

    kaanha kaanha kaanha
    tu hai sab ka maana
    (kaanha kaanha kaanha, tu hai sab ka maana
    teri raadha tujhe pukaare mere ghar bhi aana) - (2)
    kaanha kaanha aana, kaanha kaanha aana

    (tu hai baadal main hoon bijuriya
    laagi tose mori najariya) - (2)
    teri raadha tujhe pukaare prem sudha barsaana
    kaanha kaanha kaanha, tu hai sab ka maana
    teri raadha tujhe pukaare mere ghar bhi aana
    aana aana aana, kaanha kaanha aana

    (ang lagaake saawari kar de
    aa mujhako tu baawari kar de) - (2)
    teri raadha tujhe pukaare mujhako na tarsaana
    kaanha kaanha kaanha, tu hai sab ka maana
    teri raadha tujhe pukaare

    Related Lyrics