Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Kismat

Sajna Se Milne Jana Pada Haye Lyrics

Kismat- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sajna Se Milne Jana Pada Haye from movie Kismat

  

Lyrics

    • Movie Name : Kismat
    • Director(s) : Anand Raj Anand
    • Singer(s) : Sunidhi Chauhan
    • Lyricist(s) : 

    divana dil divana, divana dil - (2)

    (dil hai divana ek nahee mana
    dil ko bada samjhana pada haye
    sajna se milne jana pada haye) - (2)

    dil divana ek nahee mana, dil ko bada samjhana pada
    cham chama cham chama chama cham
    jhanjhariya ko chhankana pada haye, sajna se milne jana pada
    dil divana ek nahee mana, dil ko samjhana pada
    cham chama cham chama chama cham
    jhanjhariya ko chankana pada haye, sajna se milne jana pada...

    laj mujhe roke hai prit mujhe khiche - (2)
    chalee re chalee re mai toh ankhiyo ko miche - (2)

    pyar kiya toh kiya sharmana
    akhir ghunghta uthana pada haye
    sajna se milne jana pada...

    rutha huwa rab meraa maan ke na mane - (2)
    nikalee hu mai toh mere piya ko manane - (2)
    mushkil hai meraa laut ke jana
    sajde me sar ko jhukana pada haye
    sajna se milne jana pada...

    dil divana ek nahee mana, dil ko bada samjhana pada
    cham chama cham chama chama cham
    jhanjhariya ko chankana pada haye, sajna se milne jana pada...

    divana dil divana divana dil..... - (2)

    Related Lyrics