Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Lottery

Kabhi Chaand Bankar Tum Lyrics

Lottery- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kabhi Chaand Bankar Tum from movie Lottery

  

Lyrics

  • Lottery
  • Movie Name : Lottery
  • Director(s) : Sanjay Pathak,Santosh Singh
  • Singer(s) : Abhijeet Sawant
  • Lyricist(s) : 

kab chaand bankar tum raaton mein aa gaye
pata hi na chala, pata hi na chala
kab haath tere haathon mein aa gaye
pata hi na chala, pata hi na chala
mujhape toh saaya tha behoshiyon ka - (2)
baahon mein meri kab aaye
pata hi na chala, pata hi na chala - (3)

(honth sukhe the aur dur thi baarishein
pyaasi pyaasi thi meri sabhi khwaaishein) - (2)
dil ke aasmaan pe tanhaayiya thi - (2)
pyaar ke baadal kab chhaaye
pata hi na chala, pata hi na chala - (3)

(teri baahon mein angadaayiya tod du
apani saansein teri saanso se jod du) - (2)
soye the nindon ki geharaayiyon mein - (2)
kab tune armaan jagaaye
na na na na na na na..........
kab chaand bankar tum raaton mein aa gaye
kab haath tere haathon mein aa gaye
pata hi na chala, pata hi na chala
na na na na na na na..........
pata hi na chala

Related Lyrics