Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aar Paar

O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara Lyrics

Aar Paar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara from movie Aar Paar

  

Lyrics

  • Aar Paar
  • Movie Name : Aar Paar
  • Director(s) : R D Burman
  • Singer(s) : R D Burman
  • Lyricist(s) : 

o maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara - (2)
kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

(bichhad gaye sab tere apane
ujad gaye sab sundar sapane) - (2)
o maajhi tera khel bigad gaya saara
kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

(ho dosh na de tu inn maujon ko
kuchh mat bol tu sab logo ko) - (2)
o maajhi tujhe tere naseebon ne maara
kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

(patwaaro ko tod gaye hai
bich bhanwar woh chhod gaye hai) - (2)
o maajhi tune jisako bhi paar utaara
kahaan le chali samay ki dhaara - (2)
o maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara
kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

Related Lyrics