Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Josh

Sharma Na Yu Ghabara Na Yu Lyrics

Josh- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sharma Na Yu Ghabara Na Yu from movie Josh

  

Lyrics

    • Movie Name : Josh
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Asha Bhosle,Dev Anand
    • Lyricist(s) : 

    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain - (2)
    tarana dhadkan ka na sine me daba
    na koyee janega yeh aapas kee bat hain, hai na
    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
    tarana dhadkan ka na sine me daba, na daba, na daba
    na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na
    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

    hmm chup kyon ho nahee toh, khoye khoye se kyon ho nahee toh
    phir kuchh bolo na, kya bolu
    (khoya khoya kyon hain har khushee hain teree
    phul se jism kee tajgi hain teree) - (2)
    yeh tohfa gulshan ka na pake yu gawa
    ke abb jo bhee hain sab tere hath hain, hain na
    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

    tum nahee piyogee mai nahee pita
    sirf ek ghut sirf ek ha meree khatir, aapkee khatir
    (pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le
    mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le) - (2)
    bahana bholepan ka banake na sata na sata
    ke badee mushkil se phir aatee yeh rat hai, bolo na
    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain
    tarana dhadkan ka na sine me daba na daba
    na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na
    sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

    Related Lyrics