Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah Lyrics

Humko Deewana Kar Gaye- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Fanah Fanah Yeh Dil Huwa Fanah from movie Humko Deewana Kar Gaye

  

Lyrics

  • Humko Deewana Kar Gaye
  • Movie Name : Humko Deewana Kar Gaye
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Kk,Anu Malik
  • Lyricist(s) : 

fanah fanah yeh dil huwa fanah - (3)
(abb yeh jan le le yar abb ya iman le le yar abb
toh jahan le le yar abb ya khuda) - (2)
fanah fanah yeh dil huwa fanah - (2)

har lamha teraa junun sach (sach)
aaye kabhee naa sakun sach (sach)
khwabo khayalo me too hai sach (sach)
divanapan kya kahu abb (sach)
mohabbat mohabbat hai charon taraf
kahee aur kuchh bhee dikha hee naa de
teree hee sadaye rabba har jagah
siwa tere kuchh bhee suna hee naa de
(abb yeh jan le le yar abb ya iman le le yar abb
toh jahan le le yar abb ya khuda) - (2)
fanah fanah yeh dil huwa fanah - (3)

har pal hai teraa nasha sach (sach)
yeh dil hai tujhpe fida sach (sach)
betab hain dhadkane bhee sach (sach)
kya jana tujhko pata sach (sach)
kabhee arsh pe toh kabhee farsh pe
teraa chehra aata hai mujhko najar
mohabbat me gumsum huwa iss kadar
naa aagaj anjam kee hai fikar
(abb yeh jan le le yar abb ya iman le le yar abb
toh jahan le le yar abb ya khuda) - (2)
fanah fanah yeh dil huwa fanah - (3)

Related Lyrics