Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics

Naat - Najam Sheraz- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Na Tera Khuda Koi Aur Hai from movie Naat - Najam Sheraz

  

Lyrics

    • Movie Name : Naat - Najam Sheraz
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Najam Sheraz
    • Lyricist(s) : 

    (na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh maamala koi aur hai

    kyun nahee dekhta jahan me, har shela bedud hai
    jab uthee nigaah toh jhuk gayee, yeh mamla kuchh aur hai

    allah allah allah

    yeh pahar, darakht aur kainat, jab jhuke hain sajud pe
    na too ban saka na bana saka, woh phir bhee na tujhase juda hua
    yeh sabh usee ke hain faisle, too jan kar bhee anjan hai

    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    kyun shirk me hai pasa hua, kyun dur se too dur hai
    allah allah allah

    kyun shirk me hai too pasa hua, kyun dur se too dur hai
    kyun ghumata hai yaha waha, nahee ila koi aur hai

    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    jise dhundhta hai yaha waha, dil me tere maujud hai
    allah allah allah
    jise dhundhta hai yaha waha, dil me tere maujud hai
    jise mil gaya ek bar woh, usee dil me asre wajud hai
    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    jo parhadiya insaan ko, mehmaan hai rahim hai
    allah allah allah
    jo parhadiya insaan ko, rehman hai rahim hai
    jab paas thee toh kitaab thee, parhadiya toh kuraan hai
    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    phir ibadato ke hain silsile, phir kurbato ke daur hain
    allah allah allah
    phir ibadato ke hain silsile, phir kurbato ke daur hain
    jo na jhuk saka woh na pa saka, yehi silsila har daur hai
    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    too kyun pujata hai insaan ko, allaah hee toh mabud hai
    allah allah allah
    too kyun pujata hai insaan ko, allaah hee toh mabud hai
    phir kyun hai too gharur me, jo na jhuk saka toh firod hai
    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    ik bar too phir sochle -2, wohee rabe al shekarim hai
    allah allah allah
    ik bar too phir sochle, wohee rabe al shekarim hai
    jo na jhuk saka woh mit gaya, yahee silsila har daur hai
    na tera khuda koi aur hai, na mera khuda koi aur hai
    yeh jo raste hain juda juda, yeh mamla koi aur hai

    ya rab mujhe too baksh de -5, banda toh gunahgar hai
    allah allah allah

    iss aas par para houn me, sajde pe rabe karim ke
    jo mai gir gaya tha mukam se, too toh rabe ali mukam hai

    allah allah allah

    rabana maghfirullana - (2)

    Related Lyrics