Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Go

O God Tussi Great Ho Lyrics

Go- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song O God Tussi Great Ho from movie Go

  

Lyrics

    • Movie Name : Go
    • Director(s) : Sajid Wajid
    • Singer(s) : Sonu Nigam,Shankar Mahadevan
    • Lyricist(s) : Shabbir Ahmed,Sajid Farhad

    (jindagi se tej bhaagu, waqt pichhe main aage chalu
    kal main kuchh tha aaj kuchh hu, abb kisi ke na roke ruku) - (2)
    main jo chaahu raat ko din, aur din ko raatein (main karu -3)
    o god, o god, (o god tussi great ho -4)

    haatho se main badhake chhu lu aasma, chaand taare khele mere darmiya
    meri ungli thaam ke subah chale, mere kabze mein hain ye dono jahan
    kismat ki chaabi, jivan ki dori, dekho hai mere haath mein
    jisko bhi chaahu, jaise nachaau power hai meri baat mein
    main saari duniya ka maalik, main jo chaahe wo karu, wo karu, wo karu
    o god, o god, (o god tussi great ho -4)

    main hu kudrat, main hu taaqat, toh kyun di tune ye aafat
    meri dharati, meri jannat, toh puri kar de har mannat
    ho darja hamara sabse hai uncha, humsa na koyi duja
    are hum na hote to socho tumhari phir kaun karta puja
    aa... maange bina deta hai jo, aisa hu antaryaami
    dayaa ka tu jo sagar hai to kyun laaya phir sunaami
    maana ki tune di akal hamein, par dekh le kaise chalaaya hamne
    are akal chala ke mujhe itna bata de jara kaun sa tir chalaya tumne
    computer banaya maine, robot banaya maine, satelite banaya
    are main main main main karta hai murakh, tujhko kisne banaya, maine
    jaan teri meri mutthi mein, tu hi bata tera kya karu kya karu kya karu

    o god tussi great ho - (4)

    Related Lyrics